Rangeen Fiza Hai

[vc_video link=”https://youtu.be/7OaEmcfqngg”]

Rangeen fiza hai, rangeen fiza hai
Aaja ke mera pyar tujhe dhoondh raha hai
Rangeen fiza hai

Yeh kiski sada hai, yeh kiski sada ha
Yeh kaun mujhe apni taraf kheench raha hai
Yeh kiski sada hai

Teri bhi hai yeh meri hi awaaz nahi hai
Teri bhi hai yeh meri hi awaaz nahi hai
Aye jaan-e-tamanna yeh koi pyar nahi hai
Tu mujhse juda hoke bhi kab mujhse juda hai
Dil dil se mila hai
Yeh kaun mujhe apni taraf kheench raha hai
Yeh kiski sada hai

Tum mujhko bulaate ho to taala nahi jaata
Tum mujhko bulaate ho to taala nahi jaata
Anpe ko kisi tarah sambhala nahi jaata
Zulfon ke mujhe hosh na aanchal pata hai
Yeh kaisa nasha hai
Aaja ke mera pyar tujhe dhoondh raha hai
Rangeen fiza hai

Duniya ko bhulakar meri baahon mein chali aa
Duniya ko bhulakar meri baahon mein chali aa
Jazbat ki befiqra panaahon mein chali aa
Kehte hain jise ishq woh jeene adaa hai
Achcha na bura hai
Yeh kaun mujhe apni taraf kheench raha hai
Yeh kiski sada hai
Aaja ke mera pyar tujhe dhoondh raha hai
Rangeen fiza hai

[vc_custom_heading text=”Track Info*” google_fonts=”font_family:Acme%3Aregular|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]

  • Song Name – Rangeen Fiza Hai
  • Singer – Mahendra Kapoor, Asha Bhosle
  • Lyrics – Sahir Ludhianvi
  • Music – Ravi
  • Movie – Bahu Beti (1965)
  • Song Label – Saregama Music
  • Release Date – 1965

[/dt_vc_list]

Heyyyyyy

Lyrics for Everyone!

  • Found the perfect lyrics? Share them with those who’ll appreciate them! Music is for everyone, and sharing is caring.

Help Us Improve!

  • Your feedback is invaluable! Share your thoughts and ideas so we can keep making SnoopLyrics the best place for lyrics lovers.

Recently Released

0 0 votes
Lyrics Rating
0 Comments
Oldest
Newest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments

Weekly Popular

0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x