[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/vNPS4HazKPE”][vc_separator][vc_column_text]Rooth kar hum unhein bhool jaane lage

Aa..
Rooth kar hum unhein bhool jaane lage
Rooth kar hum unhein bhool jaane lage
Rooth kar hum unhein bhool jaane lage
Rooth kar hum unhein bhool jaane lage

Woh hamein, woh hamein
Woh hamein aur bhi yaad aane lage
Woh hamein aur bhi yaad aane lage
Bhool jaane waale, yaad aane waale
Bhool jaane waale, yaad aane waale
Bhool jaane waale, yaad aane waale
Bhool jaane waale, jaane waale, jaane waale
Bhool jaane waale, yaad aane waale
Bhool jaane waale, yaad aane waale

Humne dil se kahin apni majbooriyan
Humne dil se kahin apni majbooriyan
Humne dil se kahin apni majbooriyan
Humne dil se kahin apni majbooriyan
Dil ko lekin yeh saare bahaane lage
Dil ko lekin yeh saare bahaane lage
Bhool jaane waale, yaad aane waale
Bhool jaane waale, yaad aane waale

Aye ri.. aye ri.. aye ri..

Unke kadmon mein gir jaayein, mar jaayein hum
Unke kadmon mein gir jaayein, mar jaayein hum
Mar jaayein hum
Is tarah apni mitti thikaane lage
Is tarah apni mitti thikaane lage
Bhool jaane waale, yaad aane waale
Bhool jaane waale, yaad aane waale

Unse ik pal mein kaise bichhad jaayein hum
Unse ik pal mein kaise bichhad jaayein hum
Unse ik pal mein kaise bichhad jaayein hum
Unse ik pal mein kaise bichhad jaayein hum
Jinse milne mein shayad zamaane lage
Jinse milne mein shayad zamaane lage
Bhool jaane waale, yaad aane waale
Bhool jaane waale, yaad aane waale

Rooth kar hum unhein bhool jaane lage
Rooth kar hum unhein bhool jaane lage
Woh hamein, woh hamein
Woh hamein aur bhi yaad aane lage
Woh hamein aur bhi yaad aane lage

Bhool jaane waale, yaad aane waale
Bhool jaane waale, yaad aane waale

Jo soch rahe hain kabhi dekha hi nahi tha
Jo dekh rahe hain kabhi socha nahi tha, nahi tha
Yaad aane waale.. yaad aane waale..
Yaad aane waale.. yaad aane waale..[/vc_column_text][vc_separator][vc_empty_space][vc_custom_heading text=”Track Info*” google_fonts=”font_family:Roboto%3A100%2C100italic%2C300%2C300italic%2Cregular%2Citalic%2C500%2C500italic%2C700%2C700italic%2C900%2C900italic|font_style:400%20regular%3A400%3Anormal”][dt_vc_list]

  • Song Name – Rooth Kar Hum
  • Singer – Roopkumar Rathod, Sabri Brothers
  • Lyrics – Anand Bakshi
  • Music – Sajid-Wajid
  • Movie – Gunaah (2002)
  • Song Label – Sony Music India
  • Release Date – 25 Jan, 2014

[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]