Doston ab jo aap sunenge yeh gaana hi nahi,
Ek kahani bhi hai
Haan, sachi kahani, ek don ki kahani
Sachi yeh kahani hai sun lo meri jaan
Kahin ek shehar mein tha ek naujawan
Sacha seedha saada sa, pyara insaan
Kya kahoon woh bana, kaise don, kaise don
Sachi yeh kahani hai – sun lo meri jaan
Kahin ek shehar mein – tha ek naujawan
Sacha seedha saada sa – pyara insaan
Kya kahoon woh bana, kaise don, kaise don
Rozi ke liye jahaan jahaan jaata woh
Thokar hi sada wahan wahan pata woh
Rozi ke liye jahaan jahaan jaata woh
Thokar hi sada wahan wahan pata woh
Par woh jawaan tha iraade ka jawaan
Chhod diya aakhir shareefon ka jahaan
Par woh jawaan tha iraade ka jawaan
Chhod diya aakhir shareefon ka jahaan
Jis din woh don ban gaya, darne lage log
Aisa toofan ban gaya aur kya kahun main
Saara jahaan tha uske kadmon mein
Yun to jo bhi chaha, woh mila
Par dil ka gul na khila
Dil ki khushi toh milti jo
Pyaar use karta ye jahaan, ye jahaan
Sachi yeh kahani hai sun lo meri jaan
Kahin ek shehar mein tha ek naujawan
Sacha seedha saada sa, pyara insaan
Kya kahoon woh bana, kaise don, kaise don
Aage kya kahoon uski kahaniyan
Jali hain sada aison ki jawaniyan
Aage kya kahoon uski kahaniyan
Jali hain sada aison ki jawaniyan
Apno ne bhi to na kiya us’se pyar
Roothi rahi sada mohabbat ki bahaar
Apno ne bhi to na kiya us’se pyar
Roothi rahi sada mohabbat ki bahaar
Logon mein aata jab kabhi
Hansta hansaata jab kabhi
Dekhne wale ko hota tha
Us hansi pe rone ka gumaan, ka gumaan
Sachi yeh kahani hai sun lo meri jaan
Kahin ek shehar mein tha ek naujawan
Sacha seedha saada sa, pyara insaan
Kya kahoon woh bana, kaise don, kaise don
Don don don, kaise don
Don don don, kaise don
Don don don, kaise don
Table of Contents Track Info* |
Song Name – | Sachi Ye Kahani Hai |
Singer – | Amit Kumar, Udit Narayan & Vijayta Pandit |
Music – | Jatin Pandit, Lalit Pandit, Vijeta Pandit |
Lyrics – | Majrooh Sultanpuri |
Movie – | Kabhi Haan Kabhi Naa |
Song Label – | Sony Music India |
Release Date – | 23 Jul, 1999 |