Safar

Oh bandeya dhundhe hai kya ?
Rahein teri, hai ghar tera
Chalna wahan, jaana wahan
Khud tak kahin, pahunche jahan

Kadam uthaaye, saath mein hole
Sehar sehar ye tujhse dekh aur bole
Tukur tukur yun aapne naina khole
Zindagi pee le jara

Behti hawaon ke jaise hai irade
Udte parindo se sikhi ha jo batein
Anjaani rahoon pe koi main chala

Main safar mein hoon,
Khooya nahi
Main safar mein hoon,
Khooya nahi
Main safar mein hoon,
Khooya nahi
Main safar mein hoon,
Khooya nahi

Thoda aage badhe
Maine jaana ye sach hai toh kya hai
Uljhe uljhe sab samaa
Zindagi hai ye kya?
Main kaun hoon maine ye jaana
Mujhe mil hi gaye sab jawaan

Dekhona hawa kaanon mein mere kahti kya?
Boli vekh farida mitti khulli
Mitti utte, farida mitti dhulli
Chaar dina da jee le mela duniya
Phir jaane hona kya ?

Behti hawaon ke jaise hai irade
Udte parindo se sikhi ha jo batein
Anjaani rahoon pe koi main chala

Main safar mein hoon,
Khooya nahi
Main safar mein hoon,
Khooya nahi

Ye kaisa safar hai
Jo yun duba raha
Jaata hoon kahin main
Yahan laut ke aaraha
Wo chehra, wo aankhein,
Wo yadein purani mujhe puchti
Ye nadiya ka paani bhi behta hai, kehta yahi

Main safar mein hoon,
Khooya nahi
Main safar mein hoon,
Khooya nahi
Main safar mein hoon,
Khooya nahi
Main safar mein hoon,
Khooya nahi
Khooya nahi
Khooya nahi
Khooya-Khooya-Khooya
Khooya nahi
Main safar mein hoon,
Khooya nahi

 

Track Info*

Song Name – Safar
Singer – Mohit Chauhan , Vishal Mishra
Lyrics – Kaushal Kishore
Music – Vishal Mishra
Movie – Notebook
Song Label – T-Series
Release date – 8 Mar, 2019

Heyyyyyy

Lyrics for Everyone!

  • Found the perfect lyrics? Share them with those who’ll appreciate them! Music is for everyone, and sharing is caring.

Help Us Improve!

  • Your feedback is invaluable! Share your thoughts and ideas so we can keep making SnoopLyrics the best place for lyrics lovers.

Recently Released

Weekly Popular