Sagar Se Gehra Hai Pyar Humara Lyrics
Sagar se gehra hai pyar hamara
Sagar se gehra hai pyar hamara
Hum mar jayenge jee nahi payenge
Hum mar jayenge jee nahi payenge
Sath kabhi chhoota jo tumhara tumhara
Sagar se gehra hai pyar hamara
Hum mar jayenge jee nahi payenge
Hum mar jayenge jee nahi payenge
Sath kabhi chhoota jo tumhara tumhara
Sagar se gehra hai pyar hamara
Seene mein dil, dil mein dhadkan
Dhadkan mein tu hai samaya
Seene mein dil dil mein dhadkan
Dhadkan mein tu hai samaya
Itne dino tadpi hoon main
Tab jaake tujhko hai paya Mere dil pe mere yaar ab hai tera ikhtiyaar
Ab hai tera ikhtiyaar
Sagar se gehra hai pyar hamara
Sagar se gehra hai pyar hamara
Aye mere dost kismat meri dekho hai kya rang laayi
Aye mere dost kismat meri dekho hai kya rang laayi
Apne milan ki rutt hasin barson ke hai baad aayi
Dooriyon ko ab mita aa gale se lag ja
Aa gale se lag ja
Sagar se gehra hai pyar hamara
Sagar se gehra hai pyar hamara
Shaam-o-sehar meri nazar karti hai deedar tera
Shaam-o-sehar meri nazar karti hai deedar tera
Tere bina kya zindagi tu hi hai sansar mera
Ab na chahat hogi kam maine li hai yeh kasam
Maine li hai yeh kasam
Sagar se gehra hai pyar hamara
Sagar se gehra hai pyar hamara
Hum mar jayenge jee nahi payenge
Hum mar jayenge jee nahi payenge
Sath kabhi chhoota jo tumhara tumhara
Sagar se.. hamara
Sagar se.. hamara
Sagar se gehra hai pyar hamara
Sagar se gehra hai pyar hamara
Track Info
- Song Name – Sagar Se Gehra Hai Pyar Humara Lyrics
- Singer – S. P. Balasubrahmanyam, Alka Yagnik
- Lyrics – Sameer Anjaan
- Music – Nadeem – Shravan
- Movie – Majhdhaar (1996)
- Song Label – ℗ 1996 Saregama India Ltd
- Release Date – 1 Dec, 1947
Music Video