Table of Contents Samundar Song Lyrics |
Tu toh kehta hai
Ki main ret ki tarah bikhar gaya
Tu toh kehta hai
Ki main ret ki tarah bikhar gaya
Uska kya hua jo samundar mein utar gaya
Uska kya hua jo samundar mein utar gaya
Utar gaya..
Woh udata raha aur main bhi udta rahaan
Woh udata raha aur main bhi udta rahaan
Kaat di dor berehm ne ke jab main shikhar gaya
Uska kya hua jo samundar mein utar gaya
Uska kya hua jo samundar mein utar gaya
Tum ruko aaya ye kehke nikle tha woh
Tum ruko aaya ye kehke nikle tha woh
Main usi waqt usi mod par sanam tehar gaya
Uska kya hua jo samundar mein utar gaya
Uska kya hua jo samundar mein utar gaya
Baad dango ke uthata tha woh lashon ko
Baad dango ke uthata tha woh lashon ko
Woh bechara kal raat dange mein mar gaya
Uska kya hua jo samundar mein utar gaya
Utar gaya..
Maan ne yunhi uchala tha khat hawaon mein
Maan ne yunhi uchala tha khat hawaon mein
Na jaane kaise beraham teri chhat pe gir gaya
Uska kya hua jo samundar mein utar gaya
Utar gaya..
Track Info* |
Track Name – | Samundar |
Singer – | Babbu Maan |
Lyrics – | Babbu Maan |
Music – | Babbu Maan |
Song Label – | Swag Music |
Release Date – | 27 Aug, 2017 |