Sar se sarke sar ki chunariya
Laaj bhari akhiyon mein
Sar se sarke sar ki chunariya
Laaj bhari akhiyon mein
Ho maiya gaaye sajan
Behna hoke magan
Naache sakhiyon mein (x2)
Nainon mein nindiya, nindiya mein sapne
Sapnon mein saajan jabse basa
Baharein aayi jeevan mein
Nayi hulchal hai tan man mein
Ek roop basa hai akhiyon mein ho
Sar se sarke sar ki chunariya
Laaj bhari akhiyon mein
Kuchh lamhe jeevan ke chura lein
Saanson ki yeh aag bujha lein
Duniya se door nayi duniya basa lein
Jab se mili hain tujhse nigaahein
Jaadu yeh kaisa mujhpe hua
Ke dil jab tanha lagta hai
Mujhe kuchh aisa lagta hai
Tu jhaank raha hai akhiyon mein ho
Sar se sarke sar ki chunariya
Laaj bhari akhiyon mein
Aaj ka har ik pal sundar hai
Kal kya ho kisko yeh khabar hai
Lamba safar, zindagi mukhtasar hai
Dar lag raha hai, kya jaane kya ho
Dil tujhko maine jabse diya
Udi hain neendein aankhon se
Teri aisi hi baaton se
Badnaam huyi hoon sakhiyon mein ho
Sar se sarke sar ki chunariya
Laaj bhari akhiyon mein
Ho maiya gaaye sajan
Behna hoke magan
Naache sakhiyon mein
Nainon mein nindiya, nindiya mein sapne
Sapnon mein saajan jabse basa
Baharein aayi jeevan mein
Nayi hulchal hai tan man mein
Ek roop basa hai akhiyon mein ho
Sar se sarke sar ki chunariya
Laaj bhari akhiyon mein
Taaron se yeh maang saja doon
Hothon pe ik phool khila doon
Tere liye saari duniya bhula doon
Mahkega sara gulshan humara
Dil ka sahara baahein teri
Khushi se hari bhari hogi
Yeh duniya teri meri hogi
Ik phool khilega bagiyon mein ho
Sar se sarke sar ki chunariya
Laaj bhari akhiyon mein
Ho maiya gaaye sajan
Behna hoke magan
Naache sakhiyon mein (x2)
- Song Name – Sar Se Sarke
- Singer – Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
- Lyrics – Hasan Kamal
- Music – Shiv-Hari
- Movie – Silsila (1981)
- Song Label – Saregama Music
- Release Date – 1981
[/dt_vc_list]