Singer: Chirantan Bhatt
Uska Hi Bana
Meri kishmat ke har ek panne pe Mere jeete jee baad marne ke Mere har ek kal har ek lamhe mein Tu likhde mera use Har kahani mein saare kisso mein Dilki duniya ke sachche risto mein Zindagaani ke saare hisso mein Tu likhde mera use Aye khuda.. Aye khuda.. Jab bana uska hi banaa..…
Apnaa Mujhe Tu Lagaa
Anjaane ho tum Jo begaane ho tum Jo pehchaane lagte ho kyun ? Tum ghehri neendon mein Jab soye soye ho To mujh mein jagte ho kyun ? Jab tujhko pata hai Dil muskurata hai Kya tujh se hai waasta ? Kya tujhme dhoondun main Kya tujhse chaahun main Kya kya hai tujhmein mera ?…
Khud Ko Tere
Tum bhi tanha the Hum bhi tanha the Milke rone lage Tum bhi tanha the Hum bhi tanha the Milke rone lage Ek jaise the Dono ke gum Dawa hone lage Tujhmein muskurate hain Tujhmein gungunaate hain Khud ko tere paas hi Chhod aate hain Tere hi khyalon mein Doobe-doobe jaate hain Khud ko tere…
Jaavedaan Hai
Karta hun tujhmein Din gujar main Karta hun tujhmein Shab basar Karta hun tujhmein Hi sehar main Jeeta hun tujhko Dekh kar Dil tere bin thehra sa hai Tu dhadkanon ka hai safar Kaanton bhara hair raashta Phoolon ki hai tu reh-gujar Jaavedaan hai ishq tujhse Jaavedaan hai jaanon dil ke Darmiyan hai, darmiyan tu…
Majboor Tu Bhi Kahin
[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/0uTp-5WwRok”][vc_column_text]Kahta hai, hai zindagi tu Kyun mujhme phir milta nahin Deta hai, aisa safar kyun Hai manzilein jinki nahin Kahde khuda, hai kaisa khuda tu Jo bas mein tere kuch nahin Haan koi toh wajah hogi jo yun Hai majboor tu bhi kahin Jitna talashoon tu milta nahi Ye fitrat teri tu badalta nahi…