Tabaah Ho Gaye Lyrics - Shreya Ghoshal Kalank

Tabaah Ho Gaye Lyrics – Shreya Ghoshal | Kalank

Tabaah Ho Gaye Lyrics

Di nahi dua bhale
Na di kabhi baddua
Na khafa huye
Na hum huye kabhi bewafa

Tum agar bewafa ho gaye
Kyun khafa ho gaye
Ki tumse juda hoke hum
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye

Phir ankhiyan mein
Preet ke teri reet jala ja na
Mohe chhod ke jaane
Ki khatir hi laut ke aajana
Phir ankhiyan mein
Preet ke teri reet jala ja na
Mohe chhod ke jaane
Ki khatir hi laut ke aajana

Haan, Gair ki humnawa ho gaye
Kyun khafa ho gaye
Ki tumse juda hoke hum
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye

Haan sajde mein
Humnein manga tha
Umar bhi hamari lag jaaye tumko
Khud se hi tauba karte the
Nazar na hamari kag jaaye tumko

Haan sajde mein
Humnein manga tha
Umar bhi hamari lag jaaye tumko
Khud se hi tauba karte the
Nazar na hamari kag jaaye tumko

Hum agar aa…
Hum agar naganwara tumhe
Kis tarah ho gaye
Ki tumse juda hoke hum
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye
Tabaah ho gaye

Track Info

  • Song Name – Tabaah Ho Gaye Lyrics
  • Singer – Shreya Ghoshal
  • Lyrics – Amitabh Bhattacharya
  • Music – Pritam
  • Movie – Kalank (2019)
  • Stars – Varun Dhawan, Alia Bhatt, Sanjay Dutt, Madhuri Dixit, Sonakshi Sinha, Aditya Roy Kapur
  • Song Label – Zee Music Company
  • Release Date – 9 April, 2019

Music Video