Rabba duhaiyan
Roothi parchaiyan
Jaane anjaane
Main baar baar tanha
Main roz roz tanha
Main beshumaar tanha hua
Main baar baar tanha
Main roz roz tanha
Main beshumaar tanha hua
Aankh mein nahi hai dekho
Katra koi bhi uska
Auron ka to hona kya tha
Aapna bhi main na ho saka
Dil ki gehraiyaan
Puche sachchiyan
Jaane anjaane
Main baar baar tanha
Main roz roz tanha
Main beshumaar tanha hua
Main baar baar tanha
Main roz roz tanha
Main beshumaar tanha hua
Duniya ka mela dekho
Khud ko akela dekho
Dil albela dekho, Gumzada
Duniya ka mela dekho
Khud ko akela dekho
Dil albela dekho, Gumzada
Dekh le dil bewafa
Chahaton mein karke wafa
Yaadon se palunga main
Aapna bana lunga main
Jaan ganwa lunga main is dafa
Yaadon se palunga main
Aapna bana lunga main
Jaan ganwa lunga main is dafa
Meri aagwaiyan
Karti ruswaiyaan
Jaane anjaane
Main yaar yaar kehna
Main yaar yaar kehna
Ohde naal naal rehna sada
Main yaar yaar kehna
Main yaar yaar kehna
Ohde naal naal rehna sada
(Main baar baar tanha
Main roz roz tanha
Main beshumaar tanha hua )
(Main baar baar tanha
Main roz roz tanha
Main beshumaar tanha hua )
(Main baar baar tanha
Main roz roz tanha
Main beshumaar tanha hua )
(Main baar baar tanha
Main roz roz tanha
Main beshumaar tanha hua )
Track Info*
Song Name – Tanha Hua
Singer – Jyoti Nooran, Rahat Fateh Ali Khan, Altamash Faridi, Shadab Faridi
Lyrics – Khwaja Parvaiz, Irshad Kamil
Movie – Zero
Song Label – T-Series
Release Date – 21 Dec, 2018