[vc_row][vc_column][vc_column_text]Kabira teri jhonpdi gal katiyan ke paas
Je karan gaye, so maran gaye
Tu kaahe bhayo udaas
Tera allah beli tera maula beli
Tera Allah beli tera Maula beli
Tera Allah beli tera Maula beli
Tera Allah beli tera Maula beli
Jo dil se pak hota hai
Jo rooh se pak hota hai
Kadam kadam pe uske sath
Allah pak hota hai
Tera Allah beli tera Maula beli
Tera Allah beli tera Maula beli
Char din ka jeevan hai
Char din ka jeevan hai
Use himmat se ghuzaro
Char din ka jeevan hai
Use himmat se ghuzaro
Gar musibat aan ke ghere
To uska naam pukaro
To uska naam pukaro
Kyun ke, kyun ke
Tera Allah beli tera Maula beli
Tera Allah beli tera Maula beli
Sakht salakhein, mota taala
Sakht salakhein, mota taala
Uspe pehredar yeh
Uspe pehredar yeh saala
Main pakad loon hath mein tasmey
Tu pher le man mein mala
Ho taala toote hi toote
Jaan chhoote hi chhoote
Ho taala toote hi toote
Jaan chhoote hi chhoote
Taala toote hi toote
Jaan chhoote hi chhoote
Taala toote hi toote
Jaan chhoote hi chhoote
Ho tera Allah beli tera Maula beli
Tera Allah beli tera Maula beli
Jis waqt koi muskurata chehra ghabrata hai
Us waqt dil “Iqbal” ka sher dohrata hai
“Khudi ko kar buland itna
Ke har taqdeer se pehle
Khuda bande se khud poochhe
Bata teri razaa kya hai
Razaa kya hai, razaa kya hai”
Kazaa kya hai, teri chaah kya
Teri chaah kya, teri raah kya
Arre bachne ki raah hum soch chuke hain
Raste saare kho chuke hain
Kyun ke, kyun ke
Tera Allah beli tera Maula beli
Tera Allah beli tera Maula beli
Haan himmat-e-marda, madad-e-Khuda
Karna na tu kisi ki parwah
Haaye himmat-e-marda, madad-e-Khuda
Karna na tu kisi ki parwah
Tu man mein ab yeh thaan le
Aur baat hamari maan le
Tu man mein ab yeh thaan le
Aur baat hamari maan le
Kyun ki raat dhalne waali hai
Kyun ki baat ban-ne waali hai
Aye koshiyar, aye khabardar
Hoshiyar khabardar, hoshiyar khabardar
Baayein bhi dekho, daayein bhi dekho
Baayein bhi dekho, daayein bhi dekho
Aage bhi dekho, peechhe bhi dekho
Aage bhi dekho, peechhe bhi dekho
Gar baat samajh na aayi ho
Gar baat samajh na aayi ho
To phir hamari aankh mein dekho
Kyun ke, kyun ke
Tera Allah beli tera Maula beli
Tera Allah beli tera Maula beli
Tera Allah beli tera Maula beli
Tera Allah beli tera Maula beli
Tera Allah beli tera Maula beli
Tera Allah beli tera Maula beli
Tera Allah beli tera Maula beli
Tera Allah beli tera Maula beli[/vc_column_text][vc_custom_heading text=”Track Information” font_container=”tag:h4|text_align:left” google_fonts=”font_family:Roboto%3A100%2C100italic%2C300%2C300italic%2Cregular%2Citalic%2C500%2C500italic%2C700%2C700italic%2C900%2C900italic|font_style:700%20bold%20regular%3A700%3Anormal”][dt_vc_list]
- Song Name – Tera Allah Beli
- Singer – Mahendra Kapoor
- Lyrics – Manoj Kumar
- Music – Laxmikant Pyarelal
- Movie – Santosh (1989)
- Song Label – T-Series
- Release Date – 1989
[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]