[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/wBwm1qdzpjg”][vc_column_text]Thoda thoda besabar hai
Bekhabar hai jo dil hai tera mera
Thoda thoda hosh udaa hai
Ghumshuda hai jo dil hai tera mera
Ho jab se main tujhse mila hun
Tabhi se to main khoya sa rehta hun
Tabhi se to hai tapish
Yeh khalish, yeh khumaari

Piya, piya na maane mera jiya
Jiya jaane kahan yeh le chala
Main jaanoon na
Piya, piya na maane mera jiya
Jiya jaane kahan yeh le chala
Main jaanoon na

Har ek pal shakal badal ke
Mujhe dikha raha hai khwaab kal ke
Dekho na khwaab hai dekh lo
Aasman se main fisal ke
Teri baanhon mein rahun pighal ke
Aaj ki yeh raat hai, kal kya jaane ho
Ho dil mein irada kiya hai
Aankhon se koyi ishaara de diya hai
Kaisi ho rahi tapish
Yeh khalish, yeh khumaari

Piya, piya na maane mera jiya
Jiya jaane kahan yeh le chala
Main jaanoon na
Piya, piya na maane mera jiya
Jiya jaane kahan yeh le chala
Main jaanoon na

Dil tu sambhal rahai ab kyun
Behoshiyan khili hain ab tu baagon mein
Yeh karwatein baandh le
Zara thehar ke sun jo main kahun
Nazdeekiyon mein ghul ke ab tu
Saason ki aahatein thaam le, jaan le
Pehchaan le jo hua hai
Sach hai ya ho raha koyi gumaan hai
Kaisi ho rahi tapish
Yeh khalish, yeh khumaari

Piya, piya na maane mera jiya
Jiya jaane kahan yeh le chala
Main jaanoon na
Piya, piya na maane mera jiya
Jiya jaane kahan yeh le chala
Main jaanoon na[/vc_column_text][vc_custom_heading text=”Track Info*” font_container=”tag:h3|text_align:left” google_fonts=”font_family:Roboto%3A100%2C100italic%2C300%2C300italic%2Cregular%2Citalic%2C500%2C500italic%2C700%2C700italic%2C900%2C900italic|font_style:700%20bold%20regular%3A700%3Anormal”][dt_vc_list]

  • Song Name – Thoda Thoda
  • Singer – Shreya Ghoshal, Sachin Sanghvi
  • Lyrics – Priya Panchal
  • Music – Sachin-Jigar
  • Movie – Jayantabhai Ki Luv Story (2013)
  • Song Label – Tips Music
  • Release Date – 2013

[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]