[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/QtP1xrMrKFc”][vc_column_text]“Is Geeta par haath rakh kar kasham khao ki jo kahoge sach kahoge, sach ke siwa kuch na kahoge”

Tim-tim-tim-tim-tim-tim-tim-tim-tim
Are Tim-tim
Parde ke har gam
Raaton ko jagmag ohooo..
Kheli hai kitni
eh lambi paari ho
Baari baari yaane kitni saari
Are yaar dekha hai isko kahin toh re
Dekha hai, dekha hai isko kahin toh

“Bambai ke samundar-tat par hume aisi jagah chahiye, jahan se jab chahe, jitni chahe hathiyar hum Hindustan bhej sake”
“Police ne chaaro taraf se is ilaake ko ghor liya hai, tumhara yahan se bhaagna namumkin hai”
“Chalo jaan police tumhara intezar kar rahi hai”

Sadiyo se chalti kahani ke kisse hai
Hum har ke kisse ke hisse
Sadiyo se chalti kahani ke kisse hai
Hum har ke kisse ke hisse

Ho.., paida hua jab Hero(Hero)
Banke katar hum aaye

“Mubarak ho operation kaamyaab hua hai”
“I’m sorry ab ise dawa ki nahi, duwa ki jarurat hai-dua ki jarurat hai”

Hero ke baap par jab chaaya xtream pressure
To aaye Ramu kaka ka avtaar lekar

“Babuji aaplog pakki sadko mein chakkar lagate huye aate ho”
“Aur main chakki sarak ke seedha aagaya”
“Haan bahu sirf karela hi nahi, kamal-kakri bhi laaya hoon, tere liye kachhe aam bhi laaya hoon chatni banaunga”

Sadiyo se chalti kahani ke kisse hai
Hum har ke kisse ke hisse
Sadiyo se chalti kahani ke kisse hai
Hum har ke kisse ke hisse

Are yaar dekha hai isko kahin toh re
Dekha hai, dekha hai isko kahin toh
(Isko kahin toh)

Hey, Hero hua bada jab toh dost ban gaye hum
Ishq ke naukari aur jhagde mein saathi hi toh the hum

Khud se badi samjhe apne dost ki kahani
Kurbaan hum karde apni bhari Jawaani

“Nafrat jada karta hua maara jaayega”
“Nahi Rajesh tum mujhe chhod ke nahi ja sake, main tumhe nahi marne dunga, nahi marne dunga”

“Bul-bul-bullah”
Vilen ka khaas banke sabki dulhaniya uthaayi(Bullah!)
Vilen ka khaas banke sabki dulhaniya uthaayi(Bullah!)
Hero ne kaanch toda, khoob ki pitaayi

“Mera naam hai ebo hatela, maa meri chudail ki beti, baap mera saitaan ka chela”

Are yaar dekha hai isko kahin toh re
Dekha hai, dekha hai isko kahin toh
(Isko kahin toh)

Kuch kaam unche kar gaye
Par sabki yaado se kar gaye
Chamakna sitaaro ke hisse mein aaya
Hum toh andhere mein hi gujar gaye, gujar gaye, gujar gaye..[/vc_column_text][vc_custom_heading text=”Track Information” font_container=”tag:h4|text_align:left” google_fonts=”font_family:Roboto%3A100%2C100italic%2C300%2C300italic%2Cregular%2Citalic%2C500%2C500italic%2C700%2C700italic%2C900%2C900italic|font_style:700%20bold%20regular%3A700%3Anormal”][dt_vc_list]

[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]