Tu Hindu banega na Musalman banega
Insaan ki aulaad hai, insaan banega
Tu Hindu banega na Musalman banega
Insaan ki aulaad hai, insaan banega
Aacha hai abhi tak tera kuch naam nahi hai
Tujhko kisi mazhab se koi kaam nahi hai
Aacha hai abhi tak tera kuch naam nahi hai
Tujhko kisi mazhab se koi kaam nahi hai
Jis ilm ne insaan ko taqseem kiya hai
Us ilm ka tujhpar koi iljaam nahi hai
Tu badle huye waqt ki pehchaan banega
Insaan ki aulaad hai, insaan banega
Tu Hindu banega na Musalman banega
Insaan ki aulaad hai, insaan banega
Maalik ne har insaan ko insaan banaya
Humne use Hindu ya Musalmaan banaya
Maalik ne har insaan ko insaan banaya
Humne use Hindu ya Musalmaan banaya
Kudrat ne toh bakshi thi humein ek hi dharti
Humne kahin Bharat, kahin Iran banaya
Jo todte har band wo tufaan banega
Insaan ki aulaad hai, insaan banega
Tu Hindu banega na Musalman banega
Insaan ki aulaad hai, insaan banega
Nafrat jo sikhaaye wo dharam tera nahi hai
Insaan ko jo raunde wo kadam tera nahi hai
Nafrat jo sikhaaye wo dharam tera nahi hai
Insaan ko jo raunde wo kadam tera nahi hai
Kuran na ho jismein woh Mandir nahi tera
Geeta na ho jismein woh haram tera nahi hai
Tu ang ka aur sulha ka armaan banega
Insaan ko jo raunde wo kadam tera nahi hai
Tu Hindu banega na Musalman banega
Insaan ki aulaad hai, insaan banega
Ye din ke taazar, ye watan beechne waale
Watan bechne waale
Ye din ke taazar, ye watan beechne waale
Insaano ke laasho ke kafan bechne waale
Kafan bechne waale
Insaano ke laasho ke kafan bechne waale
Ye mahalo mein baithe huye kaatil, ye luteere
Kaanto ke vajru hai chaman bechne wale
Kaanto ke vajru hai chaman bechne wale
Tu inke liye maut ka ailaan banega
Insaan ki aulaad hai, insaan banega
Tu Hindu banega na Musalman banega
Insaan ki aulaad hai, insaan banega
- Song Name – Tu Hindu Banega Na Musalman Banega
- Singer – Mohammed Rafi
- Lyrics – Sahir Ludhianvi
- Music – N. Datta
- Movie – Dhool Ka Phool
- Song Label – Saregama Music
- Release Date – 4 Dec, 1959
[/dt_vc_list]