Tere waaste zinda hoon main yahan
Tu wajood hai mera..
Hey..
Tere waaste zinda hoon main yahan
Tu wajood hai mera..
Bin tere adhoora hoon main
Tu mujhko laazmi
Kaise tanha jiyun main tu bata
Tu meri zindigi
Hai tujhi se saanson ka raabta
Tu jameen, aasmaan
Meri manzil ka tu hai raasta
tu hai shamil duwaon mein
Maana tujhe hi khuda
Tu hai shamil shadao mein
Kaise rahoon main juda
Kyun darmiyan, Galatfehmiyan
Kaise hogayi ye dooriyan
Tere saath hi jeena hai mera
Tanha na jaaye na jiya
Bin tere adhoora hoon main
Tu mujhko laazmi
Kaise tanha jiyun main tu bata
Tu meri zindigi
Hai tujhi se saanson ka raabta
Tu jameen, aasmaan
Meri manzil ka tu hai raasta
Track Info*
Song Name – Tu Meri Zindagi
Singer – Keshav Kumar
Lyrics – Ravi Basnet
Music – Keshav Kumar
Song Label – Voila Digi
Release Date – 27 Nov, 2018