{"id":20997,"date":"2020-10-03T09:01:14","date_gmt":"2020-10-03T03:31:14","guid":{"rendered":"https:\/\/snooplyrics.com\/?post_type=lyrics&p=20997"},"modified":"2021-10-01T08:26:17","modified_gmt":"2021-10-01T02:56:17","slug":"khana-badosh","status":"publish","type":"post","link":"https:\/\/snooplyrics.com\/khana-badosh\/","title":{"rendered":"Khana Badosh Lyrics – Umair Khan | Talha Anjum"},"content":{"rendered":"

Khana Badosh Lyrics<\/strong><\/span><\/h2>\n

[Verse 1: JJ47<\/a>]<\/h3>\n

Dil hai zakhmi, kaisay mujhe Marz chorey
\nYeh khushi ko tarsey, aur maujhe nahi dard chorey
\nMaa boli beta baney hafiz dars chorey
\nParha kro sunatien, aur maine yaha farz chorey
\nJitna agey barha logo sey hai gharz chorey
\nParah na QURAN maine pesh zer zabar chorey
\nZindagi GTA, bina cheat codes kay
\nLeave me alone, maine kaam sarey kar chorey<\/p>\n

10 Saal maine 5 apney ghar chorey
\nJaney kya! sb ko kuch kia kis ki khatir
\nMera koi nahi thikana!
\nPunjabi bhi ho kay bhi main lagta Mahajir
\nYeh ha Zahir, khelti hai khel dunya
\nFuck being legend, I die young rather
\nAukaat ki aur zaat ki baat karun baad main
\nPao kesay main pehlata, jab thi hi na chadar<\/p>\n

Mana Aesa kaamo main to thora hota risk wisk
\nSeedha banda seedhey batien nahi hoti tricks wricks
\nRaatie jaagun beats dhondu gaanie likhun
\nSub uth ke call kro
Jokhay<\/a> ganey krdey mix wix
\nSb hi mujhse uper to phir kesay conflicts
\nMusic krun apney liye, nahi chahiye views clicks
\nKitni fans mere DM main slide krien
\nIma one woman man, fuck you all side chicks<\/p>\n

Jigar! Yeh industry teri sagi na
\nJigar! Soyi Kismat abhi jagi na
\nTujhe lagey tera ab sahi Aur sab sahi
\nShukar kr khuda ka abhi chaut tujhe lagi na<\/p>\n

Hasil hai in cheezon sey Kya mujhe hasil
\nQatil hai, Jay Khud ka Qatil hai
\nLog dekhu agey barhey seerhey charey
\nAur judge krun Khud ko Kya Jay kitna Qabil hai<\/p>\n

Aaa miley! Mujhse log kitney aa miley
\nGalay lagey sath chaley jaise maa miley
\nJaa! miley … tujhe acha hi silah miley
\nFehreest burai ki to Jay bhi us main shamil hai<\/p>\n

[Chorus : Jokhay<\/a> & Talhah Yunus<\/a>]<\/h3>\n

Kab tak leke chalun seeney mein ye bojh mein
\nBina nashay ke bhi rehta hun madhosh mein
\nKho raha hosh mein dooba gehri soch mein
\nBadalta thikaanay jese hun Khana Badosh mein
\nKab tak larun apnay aap se yun roz mein
\nGhalat faisle na lelun kaheen josh mein

\nBadalta thikaanay jese hun Khana Badosh mein<\/p>\n

[Verse 2: Nabeel Akbar<\/a>]<\/h3>\n

Samajh nhi aaraha ke mein phasa hua kesi jaga,
\nDhoonde sahaara dil ye deraha khud ko kesi saza,
\nHasrat bhari nigaahein, dard mein bhi muskurayein,
\nKho chukay hein lafz jese likhraha mein pehli dafa,<\/p>\n

Meri jaga, rakh ke dekh tu apnay aap ko,
\nPaida hotay hee jisne kho dia tha baap ko,
\nMaa meri jannat jiske liye karta mein mannat,
\nJeete ji mein har khushi ab apni dena chahta aap ko,<\/p>\n

Tere ilawa mera is dunya mein thaa hee kon,
\nAj mjhko chahnay waalay maanein apna icon,
\nDekh waqt badal raha ye nahi raha pehla jesa,
\nFikar ni kar maa ab sab se larlega khud tera beta,<\/p>\n

Haan mein badal chuka mein pehle bilkul esa nai tha,
\nNahi ziyada parh saka paas parhney keliye pesa nhi tha,
\nPhir bhi mein behtar tjhse, dartay kaafi rapper mjhse,
\nPaas tere sab kuch bus ye jigra meray jesa nhi tha,<\/p>\n

Music ka shoq tha tb par ye mera pesha nhi tha,
\nAb yehi shoq mera badalgya deewangi mein,
\nHasi khushi dene keliye raazi apni jaan bhi mein,
\nAaj bhi mein jeeraha zindagi apni saadgi mein,<\/p>\n

Aaj bhi mein yaad karun guzray huay saathi,
\nGham o khushiyan jinse baanti, raatein achi buri kaanti,
\nMere hissay kia maalik tunay likhi sirf barbaadi,
\nYa mein baaton pe zara si, phir se horaha jazbaati,
\nAb aake laray mjhse kisi mein nai tappar,
\nJitne marzi laa akela bhaari hu mein sab par,
\nKisi muqaable mein hata nhi peeche kabhi,
\nMein Nabeel Akbar Sher wo bhi babbar<\/p>\n

[Chorus : Jokhay<\/a> & Talhah Yunus<\/a>]<\/h3>\n

Kab tak leke chalun seeney mein ye bojh mein
\nBina nashay ke bhi rehta hun madhosh mein
\nKho raha hosh mein dooba gehri soch mein
\nBadalta thikaanay jese hun Khana Badosh mein
\nKab tak larun apnay aap se yun roz mein
\nGhalat faisle na lelun kaheen josh mein
\nKho raha hosh mein dooba gehri soch mein
\nBadalta thikaanay jese hun Khana Badosh mein
\nBadalta thikaanay jese hun Khana Badosh mein
\nBadalta thikaanay jese hun Khana Badosh mein
\nBadalta thikaanay jese hun Khana Badosh mein
\nBadalta thikaanay jese hun Khana Badosh<\/p>\n

[Verse 3: Talha Anjum<\/a>]<\/h3>\n

\u0630\u06a9\u0631 \u0628\u06be\u06cc \u0627\u0633 \u0633\u06d2 \u06a9\u06cc\u0627 \u0628\u06be\u0644\u0627 \u0645\u06cc\u0631\u0627
\n\u0627\u0633 \u0633\u06d2 \u0631\u0634\u062a\u06c1 \u06c1\u06cc \u06a9\u06cc\u0627 \u0631\u06c1\u0627 \u0645\u06cc\u0631\u0627
\n\u0622\u062c \u0645\u062c\u06be \u06a9\u0648 \u0628\u06c1\u062a \u0628\u0631\u0627 \u06a9\u06c1\u06c1 \u06a9\u0631
\n\u0622\u067e \u0646\u06d2 \u0646\u0627\u0645 \u062a\u0648 \u0644\u06cc\u0627 \u0645\u06cc\u0631\u0627
\n\u0622\u062e\u0631\u06cc \u0628\u0627\u062a \u062a\u0645 \u0633\u06d2 \u06a9\u06c1\u0646\u0627 \u06c1\u06d2
\n\u06cc\u0627\u062f \u0631\u06a9\u06be\u0646\u0627 \u0646\u06c1 \u062a\u0645 \u06a9\u06c1\u0627 \u0645\u06cc\u0631\u0627
\n\u0627\u0628 \u062a\u0648 \u06a9\u0686\u06be \u0628\u06be\u06cc \u0646\u06c1\u06cc\u06ba \u06c1\u0648\u06ba \u0645\u06cc\u06ba \u0648\u06cc\u0633\u06d2
\n\u06a9\u0628\u06be\u06cc \u0648\u06c1 \u0628\u06be\u06cc \u062a\u06be\u0627 \u0645\u0628\u062a\u0644\u0627 \u0645\u06cc\u0631<\/p>\n

Ab paisa peer, nasha kamaan, paisa teer,
\nKaisa pyaar, kaise yaar aur kaise veer,
\nAb na hain ranjhay, na laila aur na koi heer,
\nAb mein khanabadosh, hustle ki hai mundeer,
\nWo sunke mujhay hotay abdeeda,
\nTu larka hai larakpan mein beta aadmi tha,
\nI broke your back, i smoke a bag,
\nI break your leg, i take your life,
\nNo remorse so fuck your fam,
\nAnd fuck your fame fuck your fans,
\nThe fuck you saying? The fuck who cares?
\nFuck your sides and fuck your mains,
\nFuck your calls and fuck your plan,
\nI got it all, mein dhoondta chaen,
\nKarachi King hu zarurat nai Taj ki,
\nMeri kal ki hustle jo asaani lagay aaj ki,
\nShaheen hu mein, Kabhi gira na,
\nAur gir ke utha tou urnay se phir darra na,
\nSmoke trees bila naaga badal sirhana,
\nKaun kitnay pani mein tha phir bhi sahi taira na,<\/p>\n

[Chorus : Jokhay<\/a> & Talhah Yunus<\/a>]<\/h3>\n

Kab tak leke chalun seeney mein ye bojh mein
\nBina nashay ke bhi rehta hun madhosh mein
\nKho raha hosh mein dooba gehri soch mein
\nBadalta thikaanay jese hun Khana Badosh mein
\nKab tak larun apnay aap se yun roz mein
\nGhalat faisle na lelun kaheen josh mein
\nKho raha hosh mein dooba gehri soch mein
\nBadalta thikaanay jese hun Khana Badosh mein
\nBadalta thikaanay jese hun Khana Badosh mein
\nBadalta thikaanay jese hun Khana Badosh mein
\nBadalta thikaanay jese hun Khana Badosh mein
\nBadalta thikaanay jese hun Khana Badosh<\/p>\n

Track Info<\/strong><\/span><\/h2>\n