{"id":35921,"date":"2021-11-11T09:05:04","date_gmt":"2021-11-11T03:35:04","guid":{"rendered":"https:\/\/snooplyrics.com\/?p=35921"},"modified":"2021-11-11T09:17:25","modified_gmt":"2021-11-11T03:47:25","slug":"sanjeeda-lyrics-nabeel-akbar-ft-shareh-umair","status":"publish","type":"post","link":"https:\/\/snooplyrics.com\/sanjeeda-lyrics-nabeel-akbar-ft-shareh-umair\/","title":{"rendered":"Sanjeeda Lyrics – Nabeel akbar | Ft. Shareh | Umair"},"content":{"rendered":"

Sanjeeda Lyrics<\/span><\/strong><\/h2>\n

[Verse 1: Shareh<\/a>]<\/h3>\n

Jakham bhi khaye, maine thokre bhi khaayi kaafi
\nJale par namak, ukhde murde dikhaye maazi
\nPukar madad ki par kisi ko sunayi na di
\nSunne waalo ne bhi ansuni ki, rushwayi khaami
\nTha besabar tabhi mila mujhe fal nahi
\nPar shukar kaafi tera ke mai bhatka kisi dar nahi
\nAb tere siwa mujhme kisi ka bhi darr nahi
\nMai utha nahi sajdo se, dekhi maine kal nahi
\nKanp-kanpate mere haath, maine khoya ye hawas
\nBanda gira ye hasash (Leke chalu tujhe saath)
\nKaamo se na baaz, tu toh jaanta saare raaz
\nKaise kaati maine raat (Tumne dekhe kya halaat?)
\nKaisi mujhe dal dal dhasti gayi
\nLage jaise ye duniya hasti rahi
\nAur hum bhi rore leke aansu ke katore
\nToote khwabo ko batore, meri marzi nahi aur aaj
\nJod raha lafz kaise roye-roye
\nHua poora 1 saal tujhe khoye huye
\nYaad karun tujhe ab har ek soch me
\nAakhri saans jo dum toda meri goud me
\nYaad lage jaise bojh hai, ke hum kismat apni koste
\nHum kabhi-kabhi sochte, ye gaane tum tak phunchte
\nTum jaise mere dost the, ajiz mere close the
\nMaa ki bhi maan, jise na hum na bolte<\/p>\n

[Chorus: Shareh<\/a>]<\/h3>\n

Hum gully bhidh me
\nPehchane mere raaz ka ni
\nAndhere se mai waqif
\nPata mujhe baat ka ni
\nHum agar milte toh karni thi kitni baat saari
\nAb ye namumkin dil sanjeeda reh gayi baat aadhi
\nAb tak iss dil me chahat milne ki yun rehti hai (Yun rehti hai)
\nLambi raate aur kaafi baate tujhse kehni hai (Tujhse kehni hai)
\nMaangna chahte bas maafi yun ek mulaqaat kaafi (Mulaqaat..)
\nAb ye namumkin dil sanjeeda reh gayi baat aadhi (Baat aadhi, baat aadhi, baat aadhi, baat aadhi)<\/p>\n

[Verse 2: Nabeel Akbar<\/a>]<\/h3>\n

Mujhe pata maalik har waqt de tu saath magar
\nMujhe lage meri dua me ni khaas asar
\nSawaal kaafi saare sar pe mere haavi aare
\nKhodunga mai hosh, fir se mila na jawab agar
\nKabhi lage thoda kam hota ye kaash safar
\nKabhi lage thoda kar leta mai kaash sabar
\nJo bhi hua hota acche ke liye
\nMaine dard khud ko diye warna hota na mai aaj idher
\nAaj magar lage jaise hora saans khatam
\nRaat andheri karra panno par mai raaj dafan
\nKya ye mera haal thik
\nBadhi heartbeat, karna chahta baatcheet tujhse
\nLeke baitha saath kafan
\nDekha dekhi duniya se hi seekhi hera pheri
\nWafa leke duniya badle me kyun daga deri
\nKitne aate cheen’na chahte mujhse jagah meri
\nLage sabko khush naseebi, ban chuki jo saza meri
\nHun gunehgaar magar bolta mai jhooth nahi
\nJitna dikhta shayad utna majboot nahi
\nPiye kadwe ghoont kayi mai koi bhukh nahi
\nDuniya kaayam umeed par aur meri wohi toot rahi
\nMai bhi insaan jo banaya tune khakh ka
\nKamjor hota jaara tujhse mera raabta
\nKaisa hisaab, kaisa taraju insaaf ka
\nZinda haathi laakh ka toh mara savaa laakh ka<\/p>\n

[Chorus: Shareh<\/a>]<\/h3>\n

Hum gully bhidh me
\nPehchane mere raaz ka ni
\nAndhere se mai waqif
\nPata mujhe baat ka ni
\nHum agar milte toh karni thi kitni baat saari
\nAb ye namumkin dil sanjeeda reh gayi baat aadhi
\nAb tak iss dil me chahat milne ki yun rehti hai (Yun rehti hai)
\nLambi raate aur kaafi baate tujhse kehni hai (Tujhse kehni hai)
\nMaangna chahte bas maafi yun ek mulaqaat kaafi (Mulaqaat..)
\nAb ye namumkin dil sanjeeda reh gayi baat aadhi<\/p>\n

Track Info<\/span><\/strong><\/h2>\n