Yeh mera prem patra padh kar
Ke tum naraz na hona
Ke tum meri zindagi ho
Ke tum meri bandigi ho
Yeh mera prem patra padh kar
Ke tum naraz na hona
Ke tum meri zindagi ho
Ke tum meri bandigi ho
Tujhe main chaand kehta tha
Magar usmein bhi daag hai
Tujhe main chaand kehta tha
Magar usmein bhi daag hai
Tujhe suraj main kehta tha
Magar usmein bhi aag hai
Tujhe itna hi kehta hoon
Ke mujhko tumse pyar hai
Tumse pyar hai, tumse pyar hai
Yeh mera prem patra padh kar
Ke tum naraz na hona
Ke tum meri zindagi ho
Ke tum meri bandigi ho
Tujhe Ganga main samjhoonga
Tujhe Jamuna main samjhoonga
Tujhe Ganga main samjhoonga
Tujhe Jamuna main samjhoonga
Tu dil ke paas hai itni
Tujhe apna main samjhoonga
Agar mar jaaun rooh bhatkegi
Tere intezar mein
Intezar mein, intezar mein
Yeh mera prem patra padh kar
Ke tum naraz na hona
Ke tum meri zindagi ho
Ke tum meri bandigi ho
Yeh mera prem patra padh kar
Ke tum naraz na hona
Ke tum meri zindagi ho
Ke tum meri bandigi ho
Ke tum meri zindagi ho
Ke tum meri bandigi ho
Ke tum meri zindagi ho
Ke tum meri bandigi ho
- Song Name – Yeh Mera Prem Patra
- Singer – Mohammed Rafi
- Lyrics – Hasrat Jaipuri
- Music – Shankar-Jaikishan
- Movie – Sangam (1964)
- Song Label – Saregama Music
- Release Date – 1964
[/dt_vc_list]