Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khwabon mein saja tu
Zara sa yaadon mein basa
Main chahun tujhko
Meri jaan bepanaah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanaah
Woho..
Woho..
Woho..
Woho..
Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khwabon mein saja tu
Zara sa yaadon mein basa
Main tere, main tere
Kadmon mein rakh doon yeh jahan
Mera ishq deewangi
Hai nahi, hai nahi
Aashiq koi mujh sa tera
Tu mere liye bandagi
Main chahun tujhko
Meri jaan bepanaah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanaah
Woho..
Woho..
Woho..
Woho..
(Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khwabon mein saja tu
Zara sa yaadon mein basa)
Keh bhi de, keh bhi de
Dil mein tere jo hai chhupa
Khwaahish hai jo teri
Rakh nahin, rakh nahin
Parda koi mujhse aye jaan
Kar le tu mera yakeen
Main chahun tujhko
Meri jaan bepanaah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanaah
Woho..
Woho..
Woho..
Woho..
Track Info*
Song Name – Zara Sa
Singer – KK, Pritam
Lyrics – Sayeed Quadri
Music – Pritam
Song Label – Sony Music India
Release Date – 7 Mar, 2018
