Zara Sa Power Ballad Lyrics
Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khwabon mein saja tu
Zara sa yaadon mein basa
Main chahun tujhko
Meri jaan bepanaah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanaah
Woho..
Woho..
Woho..
Woho..
Kyun itna mujhse hai khafa tu?
Ki maine aisi kya khata?
Kyun itna mujhse hai juda tu?
Kya tere dil mein hai bata
Main chahun tujhko
Meri jaan bepanaah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanaah
Woho..
Woho..
Woho..
Woho..
Aab meri manzil kiya maine darmiyan
Bas zara sa bacha hai faashla
Aise mein daaman chuda ke tu na jaa
Bin tere har khushi hai bewajah
Main chahun tujhko
Meri jaan bepanaah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanaah
Woho..
Woho..
Woho..
Woho..
Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khwabon mein saja tu
Zara sa yaadon mein basa
Track Info
- Song Name – Zara Sa Power Ballad Lyrics
- Singer – KK, Pritam
- Lyrics – Sayeed Quadri
- Music – Pritam
- Movie – Jannat
- Song Label – Sony Music India
- Release Date – 7 Mar, 2018
Music Video