[vc_row][vc_column][vc_video link=”https://youtu.be/l-12ZVfUQps”][vc_column_text]Jo meri rooh ko chain de, pyar de
Woh khushi ban gaye ho tum
Jo meri rooh ko chain de, pyar de
Woh khushi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Jo meri rooh ko chain de, pyar de
Woh khushi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Jism se jaan tak paas aate gaye
In nigahon se dil mein samaate gaye
Jism se jaan tak paas aate gaye
In nigahon se dil mein samaate gaye
Jis haseen khwaab ki thi tamanna mujhe
Haan wohi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Jo meri rooh ko chain de, pyar de
Woh khushi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Har kisi se jise main chhupati rahi
Bekhudi mein jise gungunati rahi
Har kisi se jise main chhupati rahi
Bekhudi mein jise gungunati rahi
Maine tanha kabhi jo likhi thi wohi
Shayari ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Jo meri rooh ko chain de, pyar de
Woh khushi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
Zindagi ban gaye ho tum
[/vc_column_text][vc_custom_heading text=”Track Info*” font_container=”tag:h3|text_align:left” google_fonts=”font_family:Roboto%3A100%2C100italic%2C300%2C300italic%2Cregular%2Citalic%2C500%2C500italic%2C700%2C700italic%2C900%2C900italic|font_style:700%20bold%20regular%3A700%3Anormal”][dt_vc_list]
- Song Name – Zindagi Ban Gaye Ho Tum
- Singer – Alka Yagnik, Udit Narayan
- Lyrics – Sameer Anjaan
- Music – Nadeem-Shravan
- Movie – Kasoor (2001)
- Song Label – Saregama Music
- Release Date – Dec, 2000
[/dt_vc_list][/vc_column][/vc_row]