Bas ek chingaari se aag lagti hai
Wo chingaari toh soyi hai tere seene mein
Jamaana jaisa hai, use waisa hi rahne de
Batao na maja hi kya hai aise jeene mein

Bas ek chingaari se aag lagti hai
Wo chingaari toh soyi hai tere seene mein

Karta hai kyun shikayatein
Pahle sudhaar aadatein
Ek ek bund se hi banta hai shamundar
Khud pahla kadam utha
Khud apni kasham to khaa
Tujhko pata nahi Khuda hai tere aandar

Nakaamiyon ke bahaane hazaaro hai
Kiska kasoor kahein
Par jimmedari hamari bhi banti hai
Itna jaroor kahein
Jo ho raha hai wo aankho ke aage hai
Nazrein kyun phel le hum
Apne iradon se manjar badalne ka
Sir pe suroor rahe

Mere yaara, mere yaara sun le
Dil ki pukaar jara
Sachhiyan saari nazdeek hai tere
Jo dhundhe tu milengi wo tujhe aaine mein
Jamaana jaisa hai, use waisa hi rahne de
Batao na maja hi kya hai aise jeene mein

Karta hai kyun shikayatein
Pahle sudhaar aadatein
Ek ek bund se hi banta hai shamundar
Khud pahla kadam utha
Khud apni kasham to khaa
Tujhko pata nahi Khuda hai tere aandar
Tujhko pata nahi Khuda hai tere aandar
Tujhko pata nahi Khuda hai tere aandar

 

Track Info*

Song Name – Khuda Hai Tere Andar
Singer – Arijit Singh
Lyrics – Amitabh Bhattacharya
Music – Shankar Ehsaan Loy
Movie – Ghayal Once Again
Song label – Zee Music Company
Release Date – 29 Dec, 2015