Aabaad Barbaad Lyrics – Arijit Singh | Ludo (2020)

Aabaad Barbaad Lyrics

Ya toh barbaad kar do
Ya toh barbaad kar do
Ya phir abaad kar do

Ya toh barbaad kar do
Ya phir abaad kar do
Wo galat tha, ye sahi hai
Jhooth ye aaj keh do
Itna ehsaan kar do

Itna ehsaan kar do
Pure armaan kar do
Lab pe aakar jo ruke hai
Dhai wo harf keh do

Meri saanso se judi hai
Teri har saans keh do
Mushkil aashan kar do
(Mushkil aashan kar do)

Mushkil aashan kar do
Ya toh barbaad kar do
Ya phir abaad kar do
Ya toh barbaad kar do

Meetha sa ye zehar main toh
Peeta rahunga
Tu Khuda na sahi main toh
Sazde karunga

Meetha sa ye zehar main toh
Peeta rahunga
Tu Khuda na sahi main toh
Sazde karunga

Tu jo Shirin na huye kya
Humko Farhad kar do
Meri saanso se judi hai
Teri har saans keh do

Mushkil aashan kar do
Ya toh barbaad kar do
Ya phir abaad kar do
Ya toh barbaad kar do

Khwabo ko jagah na mili aankho mein
Wahan pahle se hi sehlaab tha
Nagma banata phira saazo pe
Dil apna Faqat Mizrab tha

Khwabo ko jagah na mili aankho mein
Wahan pahle se hi sehlaab tha
Nagma banata phira saazo pe
Dil apna Faqat Mizrab tha

Meri bejaan hasrato ko
Kabil-E-daag kar do
Meri saanso se judi hai
Teri har saans keh do

Itna ehsaan kar do
(Itna ehsaan kar do)

Itna ehsaan kar do
Pure armaan kar do
Ya toh barbaad kar do
Ya phir abaad kar do

Track Info

  • Song Name – Aabaad Barbaad
  • Singer – Arijit Singh
  • Lyrics – Sandeep Srivastava
  • Music – Pritam
  • Movie – Ludo (2020)
  • Stars – Abhishek Bachchan, Aditya Roy Kapur, Rajkummar Rao, Pankaj Tripathi, Fatima Sana Shaikh, Sanya Malhotra, Rohit Saraf, Pearle Maaney
  • Song Label – T-Series
  • Release Date – 1 Oct, 2020

Music Video

Heyyyyyy

Lyrics for Everyone!

  • Found the perfect lyrics? Share them with those who’ll appreciate them! Music is for everyone, and sharing is caring.

Help Us Improve!

  • Your feedback is invaluable! Share your thoughts and ideas so we can keep making SnoopLyrics the best place for lyrics lovers.

Recently Released

Leave a Reply

Weekly Popular