Aashiyana

Released on:

Views:

- Advertisement -

Woo.. Oo.. Woo.. Ooo..

Jahan se dikhe sara jahan jara pass ho wo aasmaan
Jahan chand aake jaake jab khulte ho khirkiyan
Jahan chehre pe chente pade jab le samundar karwate
Jahan sab ho aapna na ki aaye pe mile khusiyan
Ho gun guni si dopehar aur makhmali saam ho
Aawara se hi un khwabo ko hi thoda aaram ho

Aashiyana, Aashiyana, Aashiyana aisa ho
Aashiyana, Aashiyana, Aashiyana aisa ho
Aashiyana, Aashiyana, Aashiyana aisa ho
Aashiyana aisa ho
(Aashiyana, Aashiyana, Aashiyana aisa ho)
Aashiyana aisa ho

- Advertisement -

Woo.. Oo.. Woo.. Ooo..

Wo ghar ke bahara yun jara naam ho likha tera-mera
(Tera mera,tera mera, tera mera,…)
Wo befikar sa rahe jahan ishq chahe kare wahan
Kabhi yahan kabhi wahana kabhi yahan 3
Bas fursate hi fursate ho na koi kaam ho
TV pe picture chal rahi ho hath me jaam ho

Aashiyana, Aashiyana, Aashiyana aisa ho
Aashiyana, Aashiyana, Aashiyana aisa ho
Aashiyana, Aashiyana, Aashiyana aisa ho

Barishe khul ke jab bhi ghar hamare aaye
Gaane gulzar ke milke gun gunaye
Barishe khul ke jab bhi ghar hamare aaye
Gaane gulzar ke milke gun gunaye
Saundi, saundi si khusbuton me bheeng dono
Aadrak ki chai ki chuskiyan lagaye

Haa ho door itne us jameen se yun lage aise
Ha jugnuton se jalte bujhte log ho jaise
Aashiyana, Aashiyana, Aashiyana aisa ho
Aashiyana, Aashiyana, Aashiyana aisa ho
Aashiyana, Aashiyana, Aashiyana aisa ho
Aashiyana aisa ho
(Aashiyana, Aashiyana, Aashiyana aisa ho)
Aashiyana aisa ho

- Advertisement -

 

Track Info*

Song Name – Aashiyana
Singer – Altamas Faridi & Tarannum Malik
Lyrics – Abhiruchi Chand
Music – Sohail Sen
Movie – Love Per Square Foot
Song Label – Zee Music Company
Release Date – 19 Feb, 2018

- Advertisement -

You might also like

Advertising

Recent released

Advertising