Aasra Lyrics – Hashim Nawaz | Beast Mode EP

Released on:

Views:

- Advertisement -
Beast Mode EP Tracklist | Hashim Nawaz
Beast Mode EP Tracklist | Hashim Nawaz

Aasra Lyrics

Bolun kesay tjhe phir se chahiye saath tera
Dobara karun ga wo paap ni
Jeeraha jesay na khatam hua bachpan mera
Jesay na milta hai gunah koi
Chor in baaton ko tu jaanay de
Ajaata hamesha hun mein logon k bulaanay pe
Sachi hon ya jhooti mjhe baatein ye bataanay de
Batin chor kamazkam zahir jo sajaanayy de

Bolun kesay tjhe phir se chahiye saath tera
Dobara karun ga wo paap ni
Jeeraha jesay na khatam hua bachpan mera
Jesay na milta hai gunah koi
Chor in baaton ko tu jaanay de
Ajaata hamesha hun mein logon k bulaanay pe
Sachi hon ya jhooti mjhe baatein ye bataanay de
Batin chor kamazkam zahir jo sajaanayy de

Khud ki qeemat na par kapray hein ye branded
Na samajhna ye muskuraahatein hein candid
Logon se ghirra hua betha dekhun phone mein
Is intizaar mein k khatam ho ye mehfil

- Advertisement -

Hai nazar ata bhaiyon k liye na lartay ye
Lagta hai niklay izzat chor k muhallay mein
Humaari chahat jhooti jab tak hum hein nashay mein
Aur jab waapas ata hosh aik doojay se jallein ge

Jahan pe dil kiya wahan pe ye chal pare
Aqal se kam umer choti in k bas hein kadd barray
Sharam gaah phadday jeda uston kedi GUN challay
Qadar karo bacho jab bhi mera kalam gal kare

Gaal kaddo honday phir inaanday kann kharray
Rabba dewein mein nu lafz naway
Maangu sada yahi mjh pe bas mera bas chalay
Rakhun sab salaamat mjh se bas meri nafs marray

Hai meri khwaahish likhun jo na likha pehlay kabhi
Ho jaye kuch aesa meri ghaltyaan bhi lagein sahi
Lekin banay mera naam in gaanon se nahi
Neeyat meri saaf hai par abhi aamaalon mein kami

Hai mjhe fiqar kam se kam isko tum rehne dena
Agar ziqar karun uper waalay ka to kehnay dena
Isi tarha hun mein khud ko tasalli deta
Tujhe to hai pata milta itna ziada kehne sena

- Advertisement -

Mere sena rakhna tum itni ziada umeed
Tu kia cheez hai larki school se mein kar ra cheat
Phir bhi lagta khaas inkay rap ka asaasa hun mein
Kabhi na samajh paya kesay inko bhaata hun mein

Baahir na jata mjh se karwaalo tum nekyaan
Maanglo ye paisa jesay dollat hai ye meri naa
Mein jeena chahta jesay nahi ana saans dooja
Phir bhi jeera jesay nahi ana saans dooja

Taal k uper mehz karta mein aik baat na
Jo acha lagay larkay usko tum sambhaalna
Jo bura lagay usko koshish kar k jaanay dena
Par jab tak bolay HASHIM tab tak na usko kaat na

Dunya karti ye lehaaz na
Logon ko jo khush rakhein paas wo alfaaz na
Hasta hun sawaalon pe jab hota koi jawaab na
Rab ke raazi honay tak hun RAB hi mera aasra

Rab ke raazi honay tak hun RAB hi mera aasra!

Track Info

  • Song Name – Aasra Lyrics
  • Artist – Hashim Nawaz
  • Produced by – MOJI
  • Written by – Hashim Nawaz
  • Mixed & Mastered by – MRKLE
  • Album – Beast Mode EP
  • Song Label – ℗ 2021 Gawky Records
  • Release Datw – 6 Jan, 2021

Music Video

- Advertisement -

2 COMMENTS

  1. Hindi Version

    Bolun kaise tujhe phir se chahiye saath tera
    Dubara karunga wo paap ni
    Jeeraha Jaise na khatam hua bachpan mera
    Jaise na milta hai gunah koyi
    Chhor in baaton ko tu Jaane de
    Ajaata hamesha hun main logon ke bulaane pe
    Sachi ho ya jhooti mujhe baatein ye bataanay de
    Baatein chhod kamazkam jahir jo sajaane de

    Bolun kaise tujhe phir se chahiye saath tera
    Dubara karunga wo paap ni
    Jeeraha Jaise na khatam hua bachpan mera
    Jaise na milta hai gunah koyi
    Chhor in baaton ko tu Jaane de
    Ajaata hamesha hun main logon ke bulaane pe
    Sachi ho ya jhooti mujhe baatein ye bataanay de
    Baatein chhod kamazkam jahir jo sajaane de

    Khud ki keemat na par kapde hai ye branded
    Na samajhna ye muskuraahatein hai candid
    Logon se ghirra hua baitha dekhun phone mein
    Is intizaar mein ke khatam ho ye mehfil

    Hai nazar ata bhaiyon k liye na ladte ye
    Lagta hai nikle izzat chhor ke muhalle mein
    Humaari chahat jhooti jab tak hum hein nashay mein
    Aur jab waapas ata hosh ek duje se jalenge

    Jahan pe dil kiya wahan pe ye chal pade
    Akal kam umar chhoti inke bas hai kadd bade
    Sharam gaah phadday jeda uston kedi gun chale
    Qadar karo bacho jab bhi mera kalam gal kare

    Gaal kaddo honday phir inaanday kann khade
    Rabba dewein mein nu lafz nawe
    Maangu sada yahi mujhpe bas mera bas chale
    Rakhun sab salaamat mujhse bas meri nafs mare

    Hai meri khwaahish likhun jo na likha pahle kabhi
    Ho jaye kuch aisa meri ghaltyaan bhi lage sahi
    Lekin bane mera naam in gaanon se nahi
    Neeyat meri saaf hai par abhi aamaalon mein kami

    Hai mujhe fikar kam se kam isko tum rehne dena
    Agar ziqar karun uper waale ka to kahne dena
    Isi tarha hun main khud ko tasalli deta
    Tujhe to hai pata milta itna jyada kahne se na

    Mere se na rakhna tum itni jyada umeed
    Tu kya cheez hai larki school se mein kar ra cheat
    Phir bhi lagta khaas inkay rap ka asaasa hun mein
    Kabhi na samajh paya kaise inko bhaata hun mein

    Baahir na jaata mujhse karwaalo tum nekyaan
    Maanglo ye paisa Jaise daulat hai ye meri naa
    Mein jeena chahta Jaise nahi ana saans dooja
    Phir bhi jeera Jaise nahi ana saans dooja

    Taal ke uper mehz karta mein aik baat na
    Jo acha lage ladke usko tum sambhaalna
    Jo bura lage usko koshish kar ke Jaane dena
    Par jab tak bolay HASHIM tab tak na usko kaat na

    Dunya karti ye lehaaz na
    Logon ko jo khush rakhein paas wo alfaaz na
    Hasta hun sawaalon pe jab hota koi jawaab na
    Rab ke raazi honay tak hun Rab hi mera aasra

    Rab ke raazi honay tak hun RAB hi mera aasra!

You might also like

Advertising

Recent released

Advertising