Aazaadiyan

Released on:

Views:

- Advertisement -

Aazaadiyan Song Lyrics

Aah nikli hai yahan
Aah nikli hai wahan
Wah ri wah ye aazaadiyan
Aah nikli hai yahan
Aah nikli hai wahan
Wah ri wah ye aazaadiyan

Teri yeh ataari
Teri yeh zameene
Teri yeh kataari
Teri yeh lakeere
Ghar mera hai kaha bas yeh bata

Ho..
Aah nikli hai yahaan
Aah nikli hai wahaan
Wah ri wah ye azadiyan

- Advertisement -

Aazaadiyan, ho aazaadiyan
Ho aazadiyan, azaadiyan

Laadla lakdi ka jhoola
Saanwla mitti ka chulha
Sohni mohni maa hai kahan?

Natkhati si meri galiyan
Nazron ki chhupan chupaiyan
Gori, gori baahein kahan?

Hai wo chhat taare kahan?
hai wo chaubaare kahan?
Ho, Hai wo dariyan kinaare kahan?
Hind pe tha naaz jinko hai wo kahan?

Aah nikli hai yahaan
Aah nikli hai wahaan
Wah ri wah ye azadiyan

- Advertisement -

Teri ye dastak
Teri ye mutthi
Tujhko mubarak
Teri ye mitti
Ghar mera hai kahan itna bata

Ho..
Aah nikli hai yahaan
Aah nikli hai wahaan
Wah ri wah ye azadiyan

Aazaadiyan, ho aazaadiyan
Ho aazadiyan, azaadiyan

Reh gayi rassi pe chunri
Reh gayi khunti pe kurti
Reh gayi wo laaj kahan?

Reh gaya gumbad mein Allah
Reh gaya furkat mein Rabba
Reh gaya wo Ram kahan?

Hai Hari se wo kahan?
Hai kari se wo kahan?
Pahle chaman wo bataao kahan?
Hind pe tha naaz jinko hai wo kahan?

Aah nikli hai yahaan
Aah nikli hai wahaan
Wah ri wah ye azadiyan

Teri ye hukumat
Teri ye hidaayat
Teri ye himaaqat
Tujhko hi mubarak
Ghar mera hai kahan itna bata

Ho..
Aah nikli hai yahaan
Aah nikli hai wahaan
Wah ri wah ye azadiyan

Aazaadiyan, ho aazaadiyan
Ho aazadiyan, azaadiyan

Aazaadiyan, ho aazaadiyan
Ho aazadiyan, azaadiyan

Track Info*

Track Name – Aazaadiyan
Singer – Sonu Nigam and Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics – Kausar Munir
Music –
Anu Malik
Movie –
Begum Jaan
Song Label – Times Music
Release Date – 10 April, 2017
- Advertisement -

You might also like

Advertising

Recent released

Advertising