AFSANAY Lyrics – Talhah Yunus​, Talha Anjum​ | Jokhay

Released on:

Views:

- Advertisement -

AFSANAY Lyrics

Afsaanay ab likhta nahi huu,
Mai dunya ko dikhta nahi huu.
Mat pucho mai kitna sahi huuu,
Kiun ek jagah tikta nahi huuu,
Basar karte hain tere dil mai,
Asar hai tou shikwa kare kyun?
Zikar hota hai har mehfil mai
Woh chahtay par dikhta nahi hu

Afsaanay ab likhta nahi huu,
Mai dunya ko dikhta nahi huu.
Mat pucho mai kitna sahi huuu,
Kiun ek jagah tikta nahi huuu,
Basar karte hain tere dil mai,
Asar hai tou shikwa kare kyun?
Zikar hota hai har mehfil mai
Woh chahtay par dikhta nahi hu

If i were you and you were me,
I would forgive you jaise tu ho aik surang mein uske end mein tujhko roshni dikhi, thats how I see you,
Khud ko meri nazar se dekh,
If I were you and you were me,
mein aisa toot’ta ke toot’tay hain taaray kya,
Wo aaj bhi hai muntazir mukhtasir aik mulaqaat ka, phir kabhi mil payein na,
dil doobay aur manzil lagay dur bohot,
Urooj se zawaal dekhein hain noor bohot,
Na tere haath mein Zindagi aur na he maut,
Mere haath mein hai qalam, qallaa aur shauq,
Har khof se azaad kardo meri zaat ko,
qismato se paak kardo mere haath ko,
jis hisaab se rakha hai dil pe bojh mere,
Jaise karma peechay para hai haath do,
Gaanay gaye bohot, dil dukhaye bohot,
Na tumhein aye sharam, na humein aye maut,
Mein sane hu is minute, next minute i’m psycho,
Industry karay follow brands go where i go,
Ye mera flex nai hai life hai,
Send my cheque mujhay baat cheet nai chahiye,
I got bills, mard ke alag hotay qaiday,
Agar kamatay nai mard ho tum kaahay ke,
Future dikhta nai hai future is what I say,
Wo saath khayein kehna parta nai wo bhai thay,
I do or die for the gang,
Binna likhat parhat ke kiye huye hain ye muhaeeday,
Saal girah tab bhi khara tha mein mic pe,
Gawah yaar, rawadaar, mere saath,
Rahay sadda abaad ye awaaz,
I rap for a purpose, ye career aik cause,
you expect me to be perfect and i’m just full of flaws,
Kaise likhta hu ye verses, kya karta hu mehsoos,
Mein binna taj ka badshah got nothing to lose,
I’m crossing lines just to cancel out the booze,
Ab na dil se niklay arzu,
Jab se dil se nikli aaj tu,
dil tha mera gosha e sakoon aik,
Kyun bana gayi hai isay bazaar tu,

- Advertisement -

Afsaanay ab likhta nahi huu,
Mai dunya ko dikhta nahi huu.
Mat pucho mai kitna sahi huuu,
Kiun ek jagah tikta nahi huuu,
Basar karte hain tere dil mai,
Asar hai tou shikwa kare kyun?
Zikar hota hai har mehfil mai
Woh chahtay par dikhta nahi hu

Afsaanay ab likhta nahi huu,
Mai dunya ko dikhta nahi huu.
Mat pucho mai kitna sahi huuu,
Kiun ek jagah tikta nahi huuu,
Basar karte hain tere dil mai,
Asar hai tou shikwa kare kyun?
Zikar hota hai har mehfil mai
Woh chahtay par dikhta nahi hu

Dil mai sawaal baray, biche hue jaal baray,
Meri misaal chalay, chahte saaray chaal chalen,
Thappar ye gaal pe, industry poori paalte rahay,
laya kitaab jo tum khol ke sirf chaapte rahay,
Talway mere chaat te rahay, paisa nai, woh daat de rahay,
Dekhe nai halaat mere, yaaron ne jo khuaaab dekhay,
Pooray karu aaj ab is hath mai wo aag betay,
Paise mai wo baat nai jo izzat meri aaj betay,
Ye imtehaaan kesa, Sooraj nai par chaand dekha,
Likhari jaan leva, Urdu Rap ko saaans deta,
Kisse larrun jung sab waaqif hai ye Medaan mera
Rap meri jaan mai Karachi k liye jaan deraha,
Ye larkay likhtay mujhe dikhtay apne bars bhai,
Darta nai girnay se bas dunya se naraaz bhai,
Ainay ko torden yu jorrte alfaaaz bhai,
Lafz kese tolte jab bhaaari ye awaaz bhai,
Dil mera saaaf, mai industry ka woh raaz bhai,
Darte mujhse aaj bhi, shaheen ata baaz nai,
Bhai full pachaas, Talha jaanay khola hath nahi,
Kaghaz ko mai aag du, pichwaray inke rakh bhai,
Sarr apna nochrahay hum sote we bhi soch rahay,
Khuaabon mai bhi apno ke khushi k ansu poch rahay,
I ain’t a role model, aaj bhi on the road ay,
Underground ko laya mainstream walay shows mai,
Deal hoti close uthte sath mujhe hosh naii,
Industry mere lun pe par nai wo meri dost nai,
Rozi roti likhi ooper walay ne, afsos nai,
Darrte nai hum maut se , musaafir martay roz bhai,
I ask God, why you made fear?
Sab rona chahtay but we hate tears,
I’m never sober but I stay clear,
Samajh se baahir mai jese shakesepeare,
Arsay se khayi nai roti maa ki hath ki,
Taaron ko naam du tu dekh meri saadgi
Dushman ko bhi kaam duu, kese hogi barabarii
Log meri mehnat ka phal khana chahte aaj bhi,
Ye baaten nahi kaghazi, mai khud ko deta daat bhai,
Sach se dunya bhaagti, aur mai sirf sach ke sath bhai
Highest in the room mujh tak pohanchengay kia khaak bhai,
Har gaanay ki mai dhun , sirf beaton se karta baat ayy!

Afsaanay ab likhta nahi huu,
Mai dunya ko dikhta nahi huu.
Mat pucho mai kitna sahi huuu,
Kiun ek jagah tikta nahi huuu,
Basar karte hain tere dil mai,
Asar hai tou shikwa kare kyun?
Zikar hota hai har mehfil mai
Woh chahtay par dikhta nahi hu

Afsaanay ab likhta nahi huu,
Mai dunya ko dikhta nahi huu.
Mat pucho mai kitna sahi huuu,
Kiun ek jagah tikta nahi huuu,
Basar karte hain tere dil mai,
Asar hai tou shikwa kare kyun?
Zikar hota hai har mehfil mai
Woh chahtay par dikhta nahi hu

Track Info

Music Video

- Advertisement -

- Advertisement -

5 COMMENTS

  1. Hinglish Version

    Afsanay ab likhta nahi hoon
    Main duniya ko dikhta nahi hoon
    Mat pucho main kitna sahi hoon
    Kyun ek jagah tik’ta nahi hoon
    Basar karte hai tere dil mein
    Asar hai toh sikwa kare kyun
    Zikar hota hai har mehfil mein
    Woh chahte par dikhta nahi hoon

    Afsanay ab likhta nahi hoon
    Main duniya ko dikhta nahi hoon
    Mat pucho main kitna sahi hoon
    Kyun ek jagah tik’ta nahi hoon
    Basar karte hai tere dil mein
    Asar hai toh sikwa kare kyun
    Zikar hota hai har mehfil mein
    Woh chahte par dikhta nahi hoon

    If i were you and you were me
    I would forgive you jaise
    “Tu ho ek surang mein, Uske end mein tujhko raushni dikhi(ligh it up)”
    That’s how i see you, khud ko meri nazar se dekh
    If i were you and you were me
    Main aise toot’ta ke toot’te hai taare kya
    Woh aaj bhi hai muntazir, mukhtasir ek mulaqat ka
    Phir kabhi mil paaye na
    Dil doobe manzil lage door bahot
    Ho rooh se sawal dekhe hai noor bahot
    Na tere haath mein zindagi aur na hi maut
    Mere haath me hai kalam, kala aur shauk
    Har khauf se azaad kar do meri jaat ko
    Kishmato se pak kar do mere haath ko
    Jis hisaab se rakha hai dil pe bojh mere
    Jaise karma peeche pada hai haath dho
    Gaane gaaye bahot, dil dukhaye bahot
    Na tumhe aaye sharam, na hume aaye maut
    Main sane hoon is minute, next minute i’m psycho
    Industry kare follow brands go where i go
    Ye mera flex nahi hai life hai,
    Send my cheque mujhe baatcheet nahi chahiye
    I got bills mard ke alag hote kayde
    Agar kamate nahi toh mard ho tum kayke?
    Future dikhta nahi ye future is what i say
    Wo saath khaaye, kehna padta nahi wo bhai the
    I’ll do or die for the gang,
    Bina likhat padhat ke kiye huye hai muayde
    Saal gira tab bhi khada tha main mic pe
    Gawaah yaar, rawadaar mere saath,
    Rahe sada abaad ye awaaz
    “I rap for a purpose, ye career hai cause”
    You expect me to be perfect ‘nd i’m just full of flaws
    Kaise likhta hoon ye verses, kya karta hoon mehsoos
    Main bina taaz ka badshah, kar nothing to loose
    I’m crossing lines just to cancel ot the booze
    Ab na dil se nikle aarzoo, jab se dil se nikli aaj tu
    Dil tha mera gosha e sakoon ek, kyun bana gayi hai ise bazaar tu

    Afsanay ab likhta nahi hoon
    Main duniya ko dikhta nahi hoon
    Mat pucho main kitna sahi hoon
    Kyun ek jagah tik’ta nahi hoon
    Basar karte hai tere dil mein
    Asar hai toh sikwa kare kyun
    Zikar hota hai har mehfil mein
    Woh chahte par dikhta nahi hoon

    Afsanay ab likhta nahi hoon
    Main duniya ko dikhta nahi hoon
    Mat pucho main kitna sahi hoon
    Kyun ek jagah tik’ta nahi hoon
    Basar karte hai tere dil mein
    Asar hai toh sikwa kare kyun
    Zikar hota hai har mehfil mein
    Woh chahte par dikhta nahi hoon

    Dil mein sawaal bade, biche huye Jaal bade
    Meri misaal chale, chahte saare chaal chale
    Thappad ye gaal pe, industry puri paalte re
    Laaya kitaab jo tum kholke sirf chaapte re
    Talwe mere chaat’te re, paisa nahi wo daat de re
    Dekhe nai halaat mere, yaaro ne jo khwab dekhe
    Pure karun aaj jab is haath mein wo aag bete
    Paise mein wo baat nahi jo izzat meri aaj bete
    Ye Intehaan kaisa suraj nahi par chand dega
    Likhaari jaanleva urdu rap ko saans dega
    Kisse ladun jung sab wakif hai ye maidaan mera
    Rap meri jaan main Karachi ke liye jaan de raha
    Ye ladke likhte mujhe dikhte apne bars bhai
    Darta nahi girne se bas duniya se nazaar bhai
    Aine ko tod de yun jodte alfaaz bhai
    Lafz kaise tolte jab bhaari ye awaaz bhai
    Dil mera saaf, main industry ka wo raaz bhai
    Darte mujhse aaj bhi, saheen aata baaz nahi
    Bhai full 50, Talhah jaane khola haath nahi
    Kaagach ko main aag doon, pichwade inke raakh bhai
    Sar apna noch rahe, hum sote huye bhi soch rahe
    Khwabon mein bhi apno ke khushi ke aansu ponch rahe
    I ain’t a role model, aaj bhi on the road ayy
    Underground ko laaya main stream waale shows mein
    Deal hoti close uthte saath mujhe hosh nahi
    Industry mere lun pe, par nahi wo meri dost nahi
    Rozi roti likkhi uparwale ne afsoos nahi
    Darte nahi hum maut se musafir marte roz bhai
    I ask god why you made fear,
    Sab rona chahte but we hate tear
    I’m never sobber but i stay clear
    Samajh se bahar main jaise Shakespeare
    Aarse se khayi nahi roti maa ke haath ki
    Taaro ko main naam dun tu dekh meri saadgi
    Dushman ko bhi kaam dun kaise hogi barabari
    Log meri mehnat ka fal khaana chahte aaj bhi
    Ye baatein nahi kaagchi, main khud ko deta daat bhai
    Sach se duniya bhaagti, aur main sirf sach ke saath bhai
    Highest in the room mujh tak pahunchenge kya khaak bhai
    Har gaane ki main dhun sirf beat’on se karta baat bhai

    Afsanay ab likhta nahi hoon
    Main duniya ko dikhta nahi hoon
    Mat pucho main kitna sahi hoon
    Kyun ek jagah tik’ta nahi hoon
    Basar karte hai tere dil mein
    Asar hai toh sikwa kare kyun
    Zikar hota hai har mehfil mein
    Woh chahte par dikhta nahi hoon

    Afsanay ab likhta nahi hoon
    Main duniya ko dikhta nahi hoon
    Mat pucho main kitna sahi hoon
    Kyun ek jagah tik’ta nahi hoon
    Basar karte hai tere dil mein
    Asar hai toh sikwa kare kyun
    Zikar hota hai har mehfil mein
    Woh chahte par dikhta nahi hoon

  2. Hindi Version

    अफ़साने अब लिखता नही हूँ
    मैं दुनिया को दिखता नही हूँ
    मत पूछो मैं कितना सही हूँ
    क्यूँ एक जगह टिकता नही हूँ
    बसर करते है तेरे दिल में
    असर है तो शिकवा करे क्यूँ
    ज़िक्र होता है हर महफ़िल में
    वो चाहते पर दिखता नही हूँ

    अफ़साने अब लिखता नही हूँ
    मैं दुनिया को दिखता नही हूँ
    मत पूछो मैं कितना सही हूँ
    क्यूँ एक जगह टिकता नही हूँ
    बसर करते है तेरे दिल में
    असर है तो शिकवा करे क्यूँ
    ज़िक्र होता है हर महफ़िल में
    वो चाहते पर दिखता नही हूँ

    If i were you and you were me,
    I would forgive you जैसे तू हो एक सुरंग में उसके end में तुझको रोशनी दिखी, thats how i see you
    खुद को मेरी नज़र से देख
    If I were you and you were me,
    मैं ऐसे टूटता के टूटते हैं तारे क्या
    वो आज भी है muntazir, mukhtasir एक मुलाक़ात का, फिर कभी मिल पायें ना
    दिल डूबा और मंज़िल लगे दूर बहुत
    उरूज़ से सवाल देखे है नूर बहुत
    ना तेरे हाथ में ज़िंदगी और ना ही मौत
    मेरे हाथ में है कलाम, कला और शौक
    हर ख़ौफ़ से आज़ाद कर दो मेरी जात को
    किशमतो से पाक करदो मेरे हाथ को
    जिस हिसाब से रखा है दिल पे बोझ मेरे
    जैसे karma पीछे पड़ा हो हाथ धो
    गाने गाए बहुत, दिल दुखाए बहुत
    ना तुम्हे आए शरम, ना हमे आए मौत
    मैं sane हूँ इस minute, नेक्स्ट मिनिट i’m phycho
    इंडस्ट्री करे फॉलो ब्रॅंड्स को where i go
    ये मेरा flex नही है लाइफ है
    Send my cheque मुझे बातचीत नही चाहिए
    I got bills, मर्द के अलग होते कायदे
    अगर कमाते नही तो मर्द हो तुम कहे के
    Future दिखता नही है future is what i say
    वो साथ खाए कहना पड़ता नही वो भाई थे
    I do or die for the gang
    बिना लिखत-पढ़त के किए हुए है ये मुहाईदे
    साल गिरा तब भी खड़ा था मैं mic पे
    गवाह यार, रवादार मेरे साथ रहे सदा आबाद ये आवाज़
    i rap for a purpos, ये career एक cause
    You expect me to be perfect and i’m just full of laws
    कैसे लिखता हूँ ये verses, क्या करता हूँ महसूस
    मैं बिना ताज़ के बादशाह got nothing to lose
    I’m crossing lines just to cancel out the booze,
    अब ना दिल से निकले आरज़ू
    जब से दिल से निकली आज तू
    दिल था मेरा घोषा-ए-सुकून एक
    क्यूँ बना गयी है इसे बाज़ार तू

    अफ़साने अब लिखता नही हूँ
    मैं दुनिया को दिखता नही हूँ
    मत पूछो मैं कितना सही हूँ
    क्यूँ एक जगह टिकता नही हूँ
    बसर करते है तेरे दिल में
    असर है तो शिकवा करे क्यूँ
    ज़िक्र होता है हर महफ़िल में
    वो चाहते पर दिखता नही हूँ

    अफ़साने अब लिखता नही हूँ
    मैं दुनिया को दिखता नही हूँ
    मत पूछो मैं कितना सही हूँ
    क्यूँ एक जगह टिकता नही हूँ
    बसर करते है तेरे दिल में
    असर है तो शिकवा करे क्यूँ
    ज़िक्र होता है हर महफ़िल में
    वो चाहते पर दिखता नही हूँ

    दिल में सवाल बड़े, बिछे हुए जाल बड़े
    मेरी मिसाल चले, चाहते सारे चाल चलें
    थप्पड़ ये गाल पे, industry पूरी पालते रहे
    लाया किताब जो तुम खोल के सिर्फ़ छापते रहे
    तलवे मेरे चाटते रहे, पैसा नही वो दात दे रहे
    देखे नही हालात मेरे, यारों ने जो ख्वाब देखे
    पूरे करूँ आज अब इस हाथ में वो आग बेटे
    पैसे में वो बात नही जो इज़्ज़त मेरी आज बेटे
    ये इंतेहाँ कैसा, सूरज नही पर चाँद देखा
    लिखरी जान लेवा, उर्दू Rap को साँस देता
    किस से लादून जंग सब वाकिफ़ है ये मैदान मेरा
    Rap मेरी जान मैं कराची के लिए जान दे रहा
    ये लड़के लिखते मुझे दिखते अपने bars भाई
    डरता नही गिरने से बस दुनिया से नाराज़ भाई
    आईने को तोड़ दें यूँ जोड़ते अल्फ़ाज़ भाई
    लफ्ज़ कैसे तोलते जब भारी ये आवाज़ भाई
    दिल मेरा सॉफ , मैं इंडस्ट्री का वो राज़ भाई
    डरते मुझसे आज भी, saheen आता बाज़ नही
    भाई full पचाश, Talha जाने खोला हाथ नही
    कागच को मैं आग दूं, पिछवाड़े इनके राख भाई
    सर अपना नोच रहे हम सोते हुए भी सोच रहे
    ख्वाबो में भी अपनो के खुशी के आँसू पोंछ रहे
    I ain’t a role model, आज भी on the road ay,
    Underground को लाया mainstream वाले shows में
    Deal होती close उठते साथ मुझे होश नही
    इंडस्ट्री मृए लंड पे पर नही वो मेरी दोस्त नही
    रोज़ी रोटी लिखी उपर वाले ने, अफ़सोस नही
    डरते नही हम मौत से, मुसाफिर मरते रोज़ भाई
    I ask god why you made fear?
    सब रोना चाहते but we hate tears
    I’m never sober but i stay clear
    समझ से बाहर मैं जैसे Shakesepeare
    Asre से खाई नही रोटी मा की हाथ की
    तारों को नाम दू तू देख मेरी सादगी
    दुश्मन को भी काम दूं, कैसे होगी बराबरी
    लोग मेरी मेहनत का फल खाना चाहते आज भी
    ये बातें नही कागज़ी, मैं खुद को देता दात भाई
    सच से दुनिया भागती, और मैं सिर्फ़ सच के साथ भाई
    Highest in the room मुझ तक पहुँचेंगे क्या खाक भाई
    हर गाने की मैं धुन, सिर्फ़ beaton से करता बात ayy

    अफ़साने अब लिखता नही हूँ
    मैं दुनिया को दिखता नही हूँ
    मत पूछो मैं कितना सही हूँ
    क्यूँ एक जगह टिकता नही हूँ
    बसर करते है तेरे दिल में
    असर है तो शिकवा करे क्यूँ
    ज़िक्र होता है हर महफ़िल में
    वो चाहते पर दिखता नही हूँ

    अफ़साने अब लिखता नही हूँ
    मैं दुनिया को दिखता नही हूँ
    मत पूछो मैं कितना सही हूँ
    क्यूँ एक जगह टिकता नही हूँ
    बसर करते है तेरे दिल में
    असर है तो शिकवा करे क्यूँ
    ज़िक्र होता है हर महफ़िल में
    वो चाहते पर दिखता नही हूँ

You might also like

Advertising

Recent released

Advertising