Boond Boond Mein

Released on:

Views:

- Advertisement -

Aouu. larii laarii…
Laaraa laarii
Aouuu hayiiiiii…

Boond boond mein gum sa hai
Ye shawan bhi to tumsa hai

Boond boond mein gum sa hai
Ye shawan bhi to tumsa hai

- Advertisement -

Eak ajnabee aashaas hai
Kuch hai naya kuch khass hai
Kusoor ye saara mausham ka hai

Boond boond mein gum sa hai
Ye shawan bhi to tumsa hai

Chalne do man-marjiyan
Hone do ghustakhiyan
Phir kahan ye fursatein
Phir kahan najdeekiyan

Kah do tum bhi kahin
Laapata to nahi
Dil tumhara bhi khuch
Chahta to nahi

Boond boond mein gum sa hai
Ye shawan bhi to tumsa hai

- Advertisement -

Eak ajnabee aashaas hai
Kuch hai naya kuch khass hai
Kusoor ye saara mausham ka hai

Boond boond mein gum sa hai
Ye shawan bhi to tumsa hai

Sirf mere eak siwa
Aur kuch na dekh tu
Khwahiso ke sahar mein
Eak main hoon eak tu

Tujhko aana hai to
Banke tu saans aaa
Na rahe dooriyan
Is kadar pass aa

Boond boond mein gum sa hai
Ye shawan bhi to tumsa hai

Bas ye ijjajat de mujhe
Jee bhar ke main pee loon tujhe
Main pyash hoon aur tu
Sabnam sa hai

Boond boond mein gum sa hai
Ye shawan bhi to tumsa hai

 

Track Info*

Song Name – Boond Boond Mein
Singer – Jubin Nautiyal & Neeti Mohan
Music – Arko
Lyrics – Manoj Muntashir & Sanjay Gupta
Movie – Hate Story 4
Song Label – T-Series
Release Date – 13 Mar, 2018

- Advertisement -

You might also like

Advertising

Recent released

Advertising