Dil Ye Bekarar Kyun Hai Lyrics – Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal

Released on:

Views:

- Advertisement -

Dil Ye Bekarar Kyun Hai Lyrics

Kyun raaton ko aab main chain se soo na sakun?
Kyun aata nahi mujhe din mein bhi chain aur sukoon?
Kyun aisa hota hai main khud se baatein karun?
Kyun tu jo bole koi sune na wo main hi sunoon?

Dil ye bekarar kyun hai?
Ispe dhun sawaar kyun hai?
Kyun hai ye khumar kyun hai? tu bata
Tera intezaar kyun hai?
Tujhpe aitbaar kyun hai?
Kyun hai ye khumar kyun hai? tu bata
Tu bata? Tu bata?

Kyun tujhe dekhe bina aata nahi dil ko sabar?
Kyun tere chehre se hat’ti nahi ye nazar?
Kyun tujhe paake mujhe rahta hai khoone ka dar?
Kyun tere siva saari duniya se hoon main bekhabar?

- Advertisement -

Dil ye bekarar kyun hai?
Ispe dhun sawaar kyun hai?
Kyun hai ye khumar kyun hai? tu bata
Tera intezaar kyun hai?
Tujhpe aitbaar kyun hai?
Kyun hai ye khumar kyun hai? tu bata
Tu bata? Tu bata?

Ye pyaar hai jo tujhe ho gaya hai
Na jaane tu kyun? isse tha bekhabar
Jo aajkal ye tujhe ho raha hai
Nahi aur kuch pyaar ka hai asar

Kyun tere jalwo ka chadhta nahi hai dhuwan?
Kyun chale hawa to lage ki jaise tune chuwa?
Kyun mangta hai dil tere liye roz duwa?
Kyun ho raha hai jo wo pahle kabhi mujhe na hua?

Dil ye bekarar kyun hai?
Ispe dhun sawaar kyun hai?
Kyun hai ye khumar kyun hai? tu bata
Tera intezaar kyun hai?
Tujhpe aitbaar kyun hai?
Kyun hai ye khumar kyun hai? tu bata
Tu bata? Tu bata?

Track Info

Music Video

- Advertisement -

You might also like

Advertising

Recent released

Advertising