Gulbadan

Released on:

Views:

- Advertisement -

Husan ko parde ki
Jarurat nahi ae Ghalib
Kaun hosh mein rehta hai
Mujhe dekhne ke baad

Zamaana dekhe mujhe
Zamaana dekhe mujhe
Zamaana dekhe mujhe
Aur main apne aap mein
Magan-magan-magan

Gadar badan main gulbadan
Gadar badan main haan, haan
Gadar badan main gulbadan
Gadar badan main haan, haan
Gadar badan main gulbadan
Gadar badan main-

- Advertisement -

Zamaana dekhe mujhe
Zamaana dekhe mujhe
Zamaana dekhe mujhe
Aur main apne aap mein
Magan-magan-magan

Ho-ho,
Gadar badan main gulbadan
Gadar badan main haan, haan
Gadar badan main gulbadan
Gadar badan main-

Chunauti de rahi hai
Laali meri aftab ko
Wo chand chup gaya jo
Dekha rukh-e-maahtaab ko
Chunauti de rahi hai
Laali meri aftab ko
Wo chand chup gaya jo
Dekha rukh-e-maahtaab ko

Gadar mein saath leke chalun thand aur agan
Gadar badan main gulbadan
Gadar badan main haan, haan
Gadar badan main gulbadan
Gadar badan main haan, haan
Gadar badan main gulbadan
Gadar badan main-

Kayamat hoon main sar se paon tak,
Aye haye, kayamat hoon
Udaaye khwaab aankhon se wohi,
Aaye haye, main chaahat hoon

- Advertisement -

Khud behkegi, behkayegi
Meri jaan mujhe marwayegi
Khud behkegi, behkayegi
Marwayegi, marwayegi

Zamaana dekhe mujhe
Zamaana dekhe mujhe
Zamaana dekhe mujhe
Aur main apne aap mein
Magan-magan-magan

Ho-ho,
Gadar badan main gulbadan
Gadar badan main haan, haan
Gadar badan main gulbadan
Gadar badan main-

 

Track Info*

Song Name – Gulbadan
Singer – Mamta Sharma
Lyrics – Ashraf Ali & Krishna Bhardwaj
Music – Jatinder Shah
Movie – Firangi
Song Label – Zee Music Company
Release Date – 21 Nov, 2017

- Advertisement -

You might also like

Advertising

Recent released

Advertising