Jaanam jaanam!
Jaanam jaanam tera mera pyar naya hai
Geet purana saaz naya hai
Jaanam jaanam tera mera pyar naya hai
Geet purana saaz naya hai, jaanam jaanam
Aaj ki har ghadi
Pyar bhare roop ka nikhaar leke aayi hai
Raat ki chandni
Zindagi mein ek nayi bahaar leke aayi hai
Kudrat ne khole hain aakhon ke raaz naye
Jaanam jaanam tera mera pyar naya hai
Geet purana saaz naya hai, jaanam jaanam
Jharnon mein aaj naya geet hai
Geeton mein pyar ka sangeet hai
Jharnon mein aaj naya geet hai
Geeton mein pyar ka sangeet hai
Mehki fiza ne, chanchal hawa ne
Mehki fiza ne, chanchal hawa ne
Tujh hi se seekhe hain naaz-o-andaz naye
Jaanam jaanam tera mera pyar naya hai
Geet purana saaz naya hai, jaanam jaanam
- Song Name – Jaanam Jaanam Tera Mera Pyar
- Singer – K.J. Yesudas
- Lyrics – Fauq Zami
- Music – Rajkamal
- Movie – Sawan Ko Aane Do (1979)
- Song label – Saregama Music
- Release Date – 1979
[/dt_vc_list]