Wo jo tha khwab sa
Kya kahein jaane dein
Ye jo hai kam se kam
Ye rahe ke jaane dein
Wo jo tha khwab sa
Kya kahein jaane dein
Ye jo hai kam se kam
Ye rahe ke jaane dein
Kyun na rok kar khudko
Ek mashwara kar lein
Magar jaane de
Aadatan toh sochenge
Hota yun toh kya hota
Magar jaane de
Wo jo tha khwab sa
Kya kahein jaane dein
Ye jo hai kam se kam
Ye rahe ke jaane dein
Beeta jo beete na haaye kyun?
Aaye yun aankhon mein
Humne toh be-mann bhi socha na
Kyun aaye tum baaton mein
Puchte jo humse tum
Jaane kya-kya hum kehte
Magar jaane de
Aadatan toh sochenge
Hota yun toh kya hota
Magar jaane de
Wo jo tha khwab sa
Kya kahein jaane dein
Ye jo hai kam se kam
Ye rahe ke jaane dein
Aasaa nahi hai magar
Jaana nahi ab udhar
Hmm..,
Aasaa nahi hai magar
Jaana nahi ab udhar
Maloom hai jahan dard hai
Wahi phir bhi kyun jaayein?
Wahi kashmakash wahi uljhane
Wahi tees kyun laayein?
Behtar toh yeh hota
Hum mile hi na hote
Magar jaane de
Aadatan toh sochenge
Hota yun toh kya hota
Magar jaane de
Wo jo tha khwab sa
Kya kahein jaane dein
Ye jo hai kam se kam
Ye rahe ke jaane dein
Track Info*
Song Name – Jaane De
Singer – Atif Aslam
Lyrics – Raj Shekhar
Music – Vishal Mishra
Movie – Qarib Qarib Singlle
Song Label – Zee Music Company
Release Date – 12 Oct, 2017