Aansuo ne nazar mein jagah banayi
Zindagi ka hissa bani tanhayi
Aansuo ne nazar mein jagah banayi
Zindagi ka hissa bani tanhayi
Poori hoke bhi poori na ho saki dua
Tujhse juda, juda hua, main juda hua
Mujhse khafa, khafa yahan mera khuda hua
Tujhse juda, juda hua, main juda hua
Mujhse khafa, khafa yahan mera khuda hua
Tujhse juda, juda hua, main juda hua
Mujhse khafa, khafa yahan mera khuda hua
Kareeb se gujar gaya
Kyun mujhko tanha kar gaya
Kareeb se gujar gaya
Kyun mujhko tanha kar gaya
Khaali, khaali dil mein ek dard aisa bhar gaya
Jiski kahte hai duniya mein koi nahi dawa
Tujhse juda, juda hua, main juda hua
Mujhse khafa, khafa yahan mera khuda hua
Tujhse juda, juda hua, main juda hua
Mujhse khafa, khafa yahan mera khuda hua
Tujhse juda, juda hua, main juda hua
Mujhse khafa, khafa yahan mera khuda hua
Bewajah safar mein tha, pal do pal nazar mein tha
Khamkha bhatak gaya, aacha bhala dil ghar mein tha
Kaisi bin tere hogi ye zindagi bata
Tujhse juda, juda hua, main juda hua
Mujhse khafa, khafa yahan mera khuda hua
Tujhse juda, juda hua, main juda hua
Mujhse khafa, khafa yahan mera khuda hua
Tujhse juda, juda hua, main juda hua
Mujhse khafa, khafa yahan mera khuda hua
Track Info*
Song Name – Judaa
Singer – Arijit Singh
Lyrics – Kumaar
Music – Jaidev Kumar
Movie – Ishqedarriyaan
Song Label – Zee Music Company
Release Date – 25 April, 2015