Khwaab

Released on:

Views:

Table of contents

- Advertisement -
[vc_video link=”https://youtu.be/IAlf-1gTlPo”]

Jaane tu kahan khoo gaya hai na
Khwaabo mein tere koyi raashta hai kya?
Aur teri in yaadon mein kya?
Aur teri in yaadon mein kya?

Bikhra ye samaa tham sa gaya hai kya?
Saaye mein tere koi aasra hai kya?
Yaadon ke safar mein tu bas gaya hai na
Kal ki soch mein aaj kyun hai fana?
Aur teri in yaadon mein kya?
Aur teri in yaadon mein kya?

Jaane tu kahan khoo gaya hai na
Khwaabo mein tere koyi raashta hai kya?
Aur teri in yaadon mein kya?
Aur teri in yaadon mein kya?

Track Info*

Track Name –
Singer – KASHMIR
Release Date – 9 March, 2020
- Advertisement -

You might also like

Advertising

Recent released

Advertising