Jeete Hain Chal

Released on:

Views:

Table of contents

- Advertisement -
[vc_video link=”https://youtu.be/n66IvJVs1eY”]

Om Tryambakam Yajamahe
Sugandhim Pushtivardhanam
Urvarukamiva Bandhanan
Mrityor Mukshiya Maamritat

Kehta ye pal, khud se nikal
Jeete hai chal,
Jeete hai chal,
Jeete hai chal

Gum musafir tha jaane de
Dhoop aangan mein aane de
Jeete hai chal,
Jeete hai chal,
Jeete hai chal

- Advertisement -

Talwo ke neeche hai thandi si ek dharti
Kehti hai aaja audenge
Yaadon ke bakso mein zinda si khusboo hai
Khti hai sab peeche chhodenge

Ungliyon se kal ki rait bahne de
Aaj aur abhi mein khud ko rahne de

Kehta ye pal, khud se nikal
Jeete hai chal,
Jeete hai chal,
Jeete hai chal

Ek tukda hasi chakh le
Ek dali zindagi rakh le
Jeete hai chal,
Jeete hai chal,
Jeete hai chal

Hichki ruk jaane de
Siski tham jaane de
Is pal ki ye guzarish hai

- Advertisement -

Marna kyun jee lena bundo ko
Pee lena tere hi sapno ki barish hai

Paaniyo ko rashte tu banane de
Raushni ke peeche khud ko jaane de

Kehta ye pal, khud se nikal
Jeete hai chal,
Jeete hai chal,
Jeete hai chal

Om Tryambakam Yajamahe
Sugandhim Pushtivardhanam
Urvarukamiva Bandhanan
Mrityor Mukshiya Maamritat
Urvarukamiva Bandhanan
Mrityor Mukshiya Maamritat

Kehta ye pal, khud se nikal
Jeete hai chal,
Jeete hai chal,
Jeete hai chal

Jeete hai chal!

Track Info*

Track Name – Jeete Hain Chal
Singer – Kavita Seth
Additional Vocal – Archana Gore, Pragati Joshi, Mayuri Patwardhan, Mandar Apte, R.N. Iyer
Lyrics – Prasoon Joshi
Music – Vishal Khurana
Movie – Neerja
Song Label – T-Series
Release Date – 26 Jan, 2016
- Advertisement -

You might also like

Advertising

Recent released

Advertising