Mushkil Hai Apna Meil Priye

Released on:

Views:

- Advertisement -
[vc_video link=”https://youtu.be/oPx6OSYAp78″]

Mushkil hai aapna mel priye
Ye pyar nahi hai khel priye

Mushkil hai aapna mel priye
Ye pyar nahi hai khel priye
MA first division tum
Main hua matric fail priye
Fail priye, Fail priye

Mushkil hai aapna mel priye
Ye pyar nahi hai khel priye

- Advertisement -

Haun, haun,haun
Tum afsar babu ki beti
Main frustration ka beta hoon
Tum rabdi, kheer , malai ho
Main toshak tu sapreta hoon

Ohoo Tum AC ghar me rahti ho
Main pedd ke niche leta hoon
Tum nayi maruti lagti ho
Main scooter lamreta hoon
Ha scooter lamreta hoon

Are is kadar hum chup chup kar
Aapash me prem badhayenge
To eak roz tere dad amrish puri ban jayenge

Sab haddi pasli aa tod priye
Bhijwa denge wo jail priye

Mushkil hai aapna mel priye
Ye pyar nahi hai khel priye

- Advertisement -

Are tum diwali ka momos ho
Main bhookho ki hadtaal
Tum idrash ki biryani ho
Main kankad wali daal
Main kankad wali daal

Tum tum tum Hiran chaudhry bharti ho
Main hoon kachuye ki chaal
Tum chandan ban ki lakdi ho
Main hoon babool ki chaal
Main hoon babool ki chaal

Main pake aam sa latka hoon
Mat maar mujhe guleel priye
Mushkil hai aapna mel priye
Ye pyar nahi hai khel priye

Main shani dev jaisa kuroop
Tum komal kanchan kaaya ho
Main tan ve man se koyla hoon
Tum maha chanchala maaya ho
Tum nirmal paawan Ganga
Main jala hua patanga
Tum raaj ghaat ka shanti maat
Main hindu muslim danga
Tum ho poonam ka Taj Mahal
Main kaali gufa Ajanta
Tum ho bardaan bidhata
Main galti hoon madvanda ki

Tum dahi bhi desi mixy ho
Main patar ka sir patta
Tum Ak saintalish jaisi
Main hoon eak desi katta
Ha desi desi katta

Sherni jungle ki
Main chindiya ghar ka bhalu
Are suno, Are suno
Are suno,suno, suno, suno, suno na piya

Tum hansi Madhuri Dixit ki
Main police man ki gaali
Main dhabe ke dhance jaisa
Tum panch sitara hotel
Main mahuye ka desi dharra
Tum red label ka bottle
Tum MTV ka madhur geet
Main DD2 ki jhadi hoon
Tum viswasundri si kamaal
Main tiliya chaap kabaadi hoon
Tum satta ki mahrani ho
Main vipakch ki laachari hoon
Tum kohli ka virat samajh
Main follow on ki paari hoon

Mujhe ful pari hi rehne do
Mat khelo mujhse khel Priye
Das manzil se gir jaaunga
Mat aage mujhe dhakel Priye

Mushkil hai aapna mel priye
Ye pyar nahi hai khel priye
Mushkil hai aapna mel priye
Ye pyar nahi hai khel priye
Mushkil hai aapna mel priye
Ye pyar nahi hai khel priye, priye…

 

TRack Info*

Song Name – Mushkil Hai Apna Meil Priye
Singer – Brijesh Shandilya
Lyrics – Dr. Sunil Jog
Music – Rachita Arora
Movie – Mukkabaaz
Song Label – Eros Now
Release Date – 15 Dec, 2017

- Advertisement -

You might also like

Advertising

Recent released

Advertising