Mehangai Lyrics – Kailash Kher | Chakravyuh (2012)

Released on:

Views:

- Advertisement -

Mehangai Lyrics

Bhaiya dekh liya hai
Bahut teri sardari re
Ab to humri baari re naa

Mehangai ki mahamaari ne
Humara bhatta bitha diya
Chale hataane gareebi
Gareebon ko hata diya
Haa mehangai ki mahamaari ne
Humara bhatta bitha diya
Chale hataane gareebi
Gareebon ko hata diya
Sarbat ki tarah desh ko
Sarbat ki tarah desh ko
Gatka hai gatagat
Aam aadmi ki jeb ho
Gayi hai safachat
Sarbat ki tarah desh
Ko gatka hai gatagat
Aam aadmi ki jeb ho
Gayi hai safachat
Aam aadmi ki jeb ho
Gayi hai safachat

Bhaiya dekh liya hai
Bahut teri sardari re
Ab to hamri baari re naa
Bhaiya dekh liya hai
Bahut teri sardari re
Ab to hamri baari re naa

- Advertisement -

Hmmbirla ho ya tata
Ambani ho ya bata
Sabne apne chakkar
Mein des ko hai kaata
Birla ho ya tata
Ambani ho ya bata
Sabne apne chakkar
Mein des ko hai kaata

Are humre hi khoon se inka
Humre hi khoon se inka
Engine chale dhakadhak
Aam aadmi ki jeb ho
Gayi hai safachat
Aam aadmi ki jeb ho
Gayi hai safachat

Ab to nahi chalegi
Teri ye rangdari re
Ab to humri baari re na
Ab to nahi chalegi
Teri ye rangdari re
Ab to humri baari re na

Bajaao bhaiya dholki
Bajaao dugga duggi
Bajaao bhaiya dholki
Bajaao dugga duggi

Inke court kachehari thaane
Karte jhooth kais paimaane
Inka batai daar kaanoon
Karta gaaon gaaon mein khoon

- Advertisement -

Inke court kachehari thaane
Karte jhooth kais paimaane
Inka batai daar kaanoon
Karta gaaon gaaon mein khoon

Arre halwa samajh ke thoonsiye
Halwa samajh ke thoonsiye
Khaate hain gapaa gap
Aam aadmi ki jeb ho
Gayi hai safachat
Aam aadmi ki jeb ho
Gayi hai safachat

Ab to nahi chalegi
Teri thaanedaari re
Ab to hamri baari re na
Ab to nahi chalegi
Teri thaanedaari re
Ab to hamri baari re na

Hmmghar bech do
Apna ya bech do sapna
Yeh na dakaar lenge
Bas itna yaad rakhna
Ghar bech do apna
Ya bech do sapna
Yeh na dakaar lenge
Bas itna yaad rakhna
Arre hamre hi khoon inka
Hamre hi khoon inka
Engine chale dhakaa dhak
Aam aadmi ki jeb ho
Gayi hai safachat
Aam aadmi ki jeb ho
Gayi hai safachat

Ab to nahi chalegi
Teri ye rangdari re
Ab to hamri baari re na
Ab to nahi chalegi
Teri ye rangdari re
Ab to hamri baari re na

Arre ara ra ra ra ra ra
Arre ara ra ra ra ra ra
Arre ara ra ra ra ra ra ra ra ra

Bhaiya dekh liya hai
Bahut teri sardaari re
Ab to hamri baari re na
Ab to nahi chalegi
Teri ye rangdari re
Ab to hamri baari re na
Ab to nahi chalegi
Teri thaanedaari re
Ab to hamri baari re na.

Track Info

  • Song Name – Mehangai Lyrics
  • Singer – Kailash Kher
  • Lyrics – Turaz
  • Music – Vijay Verma
  • Movie – Chakravyuh (2012)
  • Song Label – © 2012 Eros Music
  • Release Date – 24 June, 2012

Music Video

- Advertisement -

You might also like

Advertising

Recent released

Advertising