Table of Contents
Parinda Lyrics
Tere mere beech mein deewarein si kyu hai khadi
Yaadein ab nafrato ke paymane se kyu hai bhari
Bikhra hoon, sehma hoon, thoda dara sa hoon
Uda le ghum, kaise maroon,
Yaadon ke jungle se kaise niklun
Dil ne he thodi, dil ki bharam
Khwabon ki nadiyon mein, huye hai ye sitam
Chhod di galiyan wo basta tu jahan tha
Todd di yaariyan aazmaati hai ab udaariyaan
Parinda hoon sehra main zinda hoon
Kahin pe toh thoda sa zinda hoon
Chhoda hai yaadon ka wo mehal
Todd ke pinzra main nikla hoon
Hmm..,
Raaton mein ashko se jab tera man ye pighjal jaayega
Aaunga sapno mein, kehne ye tujhse main laut aaunga
(Laut aaunga)
Parinda hoon sehra mein zinda hoon
Kahin pe toh thoda sa zinda hoon
Chhoda hai yaadon ka wo mehal
Todd ke pinzra main nikla hoon
Parinda hoon.. (Tere mere beech mein)
Shehra ka.. (Dilo ne, dilo ke)
Thoda sa..
Chhod ke yaadon ka wo mehal
Chhod ke..
Parinda hoon
Oh Zinda hoon
Parinda
Track Info
- Song Name – Parinda Lyrics
- Artist – Jal The Band
- Lyrics – Goher Mumtaz
- Music – Goher Mumtaz
- Stars – Goher Mumtaz, Nazish Jahangir
- Song Label – © 2017 Mannan Music Entertainment
- Release Date – 5 May, 2017