Re tau maahri akal te punches se
Tau manne bata , kyun chhora mangal
Aur chhori sanichar se
(Re tau-tau)
(Re tau-tau)
Ghani mushkil mein fansa se dil
Ki jaise chain bina cycle
Ki jitna bhi maarun pedal
Nahi deti hai jagah se hil
Ghani mushkil mein fansa se dil
Ki jaise chain bina cycle
Ki jitna bhi maarun pedal
Nahi deti hai jagah se hil
Re tau pata chale jab ka
Fark chhora choori mein kya
Baat ye samajh nahi aati
Ki chhora durlabh parjaati
Baat ye samajh nahi aati
Ki chhora durlabh parjaati
Sir pe baal hai dono ke
Ek lambhe ek chhote
Phir bhi kyun duniya samjhe
Chhori ke sikke khhote
Tau kyun mere sikke khhote
School ka basta kyun chhora ke
Peeth mein aacha laage
Chhori kyun ghar mein baithi
Mummy sang bartan manjhe
Mummy sang bartan manjhe
Re tau pata chale jab ka
Fark chhora choori mein kya
Baat ye samajh nahi aati
Ki chhora durlabh parjaati
Baat ye samajh nahi aati
Ki chhora durlabh parjaati
Haryana ki beti hoon main
Gold medal hoon laati
Desh ka naam sanwarta
Jab jeet ke main hoon aati
Tau, jeet ke main hoon aati
Chhora choori samvidhaan mein
Ek hai padha tha manne
Phir na jaane fark kahan se
Dhoondh nikala tanne tau
Re tau pata chale jab ka
Fark chhora choori mein kya
Baat ye samajh nahi aati
Ki chhora durlabh parjaati
Baat ye samajh nahi aati
Ki chhora durlabh parjaati
Ghani mushkil mein fansa se dil
Ki jaise chain bina cycle
Ki jitna bhi maarun pedal
Nahi deti hai jagah se hil
Track Info*
Song Name – Re Tau
Singer – Vidhi Deshwal & Supriya Pathak
Lyrics – Rashmi Virag
Music – ShaanSay
Movie – Chhoriyan Chhoron Se Kam Nahi Hoti
Song Label – Zee Music Company
Release date – 8 March, 2019