Tera Yaar Hoon Main Lyrics – Arijit Singh | Kumaar

Released on:

Views:

- Advertisement -

Tera Yaar Hoon Main Lyrics

Tu jo rutha to kaun hasega
Tu jo chhota tu kaun rahega
Tu chup hai to ye dar lagta hai
Aapna mujhko aab kaun kahega
Tuhi wajah tere bina bewajah, bekaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main

Uhuu.. Uhuu.. Uhuuu.. Uhuu..

Aaja lade phir khilaono ke liye tu jite main haar jaun
Aaja kare phir wahi shararatein tu bhaage main maar khaun
Mithi si wo gaali teri sunne ko taiyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Hmm.. Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon…

- Advertisement -

Sajna de rang rangiyan ve
Sagna de aan sahnaiyan ve
Dhool bajan ke, yaar nachan ke,
Lakh lakh deyo badhaiyan ve

Khusiyan’ch nachda main phira
Hanjua to bachda main phira

Oo.. jaate nahi kisi ristey puraney
Kisi naye ke aajane se
Jaata hoon main to mujhe tu jaane de
Kyu paresaan hai, mere jaane se

Tuta hai to juda hai kyu
Meri taraf tu muda hai kyun
Hakk nahi tu ye kahe ki yaar aab hum na rahe
Eak teri yaari ka hi saato janam hakdaaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main

Track Info

Music Video

- Advertisement -

You might also like

Advertising

Recent released

Advertising