Teri nazron se jo nazrein mili
Achanak badalne laga
Jaana chahun kahin
Na jaane kyun teri ore chalne laga
Tere paas jab bhi aaun
Main khud ko bhool jaun
Ye tere do naina
Kare hai ek pal mein hazaro batein
Ye tere do naina
Jagaaye rakhte hai kyun saari saari raatein
Ye tere do naina
Tu mila toh laga hai
Aab mukammal huyi har kami
Tu mera aashma hai
Haan thi toh hai meri jameen
Tune jeena hai sikhaya
Maine tujhme khud ko paaya
Ye tere do naina
Kare hai ek pal mein hazaro batein
Ye tere do naina
Jagaaye rakhte hai kyun saari saari raatein
Ye tere do naina
Teri nazron se jo nazrein mili
Achanak badalne laga
Jaana chahun kahin
Na jaane kyun teri ore chalne laga
Tere do naina
Track info*
Song Name – Tere Do Naina
Singer – Ankit Tiwari
Album – Naina
Lyrics – Danish Iqbal Sabri
Music – Gourov-Roshin
Song Label – Sony Music India
Release Date – 22 May, 2019