Teri duniya se door
Chale hoke majabur
humein yaad rakhanaa
Teri duniya se door
Chale hoke majabur
humein yaad rakhanaa
Jaao kahin bhi sanam
Tumhein itani qasam
humein yaad rakhanaa
Jaao kahin bhi sanam
Tumhein itani qasam
humein yaad rakhanaa
Oh Teri duniya se door
Aayengi bahaarein
To tere hi fasaane sunayengi humein
Aayengi bahaarein
To tere hi fasaane sunayengi humein
Hogi tanhaai
To aake teri yaadein rulaaengi humein
Rulaaeingi humein, tadpaaengi humein
Kabhii dekhii thi bahaar
Kabhi ham se tha pyaar
Zara yaad rakhana,
Jaao kahin bhi sanam
Tumhein itani qasam
humein yaad rakhanaa
Oh Teri duniya se door
Lejaa janevale
Duaaen mere dil ki kisi se kya gila
Lejaa janevale
Duaaen mere dil ki kisi se kya gila
Teri hi khataa hai
Naa meri hi khataa hai jo hona thaa hua
Jo hona tha hua, hai kisi se kya gila
Dekho roe mera pyar
Kahe dil ki pukar
Humein yaad rakhana,
Teri duniya se door
Chale hoke majabur
humein yaad rakhanaa
Jaao kahin bhi sanam
Tumhein itani qasam
humein yaad rakhanaa
Oh Teri duniya se door
Track Info*
Song Name – Teri Duniya Se Dur
Singer – Lata Mangeshkar & Mohammad Rafi
Lyrics – Prem Dhawan
Movie – Zabak (1961)
Song Label – Saregama Music
Release Date – 1 Jan. 1961