Ye rap mere pyare students ke liye
Taiyaar?
I’m sad engineering karna pad raha hai yaar
(Aye!)
Degree milli ?
(Aye!)
Job milli ?
(Aye!)
So silly!
(Aye!)
Sun
Ye padhai, ye likhai mere bas ka hi nahi
Main jab dekhta hoon mujhe jamta hi nahi
Pass hona mera banta hi nahi
Main sab padhta, kuch jamta hi nahi hai
Sir aaye bole padhna hi nahi
It’s time for assignment, darna hi nahi
Likh-likh ke haath hai sujaaye
Iss raddi ka koi kaam dhandha hi nahi hai
Sachhi yahi hai ki jobs hi nahi
Sachhi yahi hai bachon mein nahi unity
Topper hai ye class ke
Samjhe khud ko baap
Professor ki yeh chaate
Bole karke dikha tu bhai
Exam, pass aayi, pass aayi
Fatt ke haath mein aayi
Toh raat bhar marai
Tu, hoga fail mere bhai
Jo poora saal tune booka ko sakal nahi dikhai
Engineer bann, mat ban kalakar
Sapne toot’te hota atyachar
Bachpan se saunk mujhko art ka
Sadak band, aage band naaka mere sauk ka
(Woah)
Yaad dilaun kya ? Aye! Aye!
Yaad dilaun kya? Chhoote!
Yaad dilaun kya
Yaad dilaun..
Sapna ek dekha tha, passion aazmaunga
Jis field mein hai talent hai, wahan machaunga
Neend se uthakar papa ne bhagaya
Schooler ke saath phir padhne lagaya
“Inverse Integration” Naam yaad mein aaya kya
Yaad na hone par usne dus baar sikhaya tha
Raat bhar mujhko jagaya tha
Chai ka cup bhi pilaya tha
Net se dhondh ke padhaya tha
Jo bhi padha exam mein kuch bhi na aaya tha
Tab mera, tab mera naseeb kadak tha
Wo larka aalag tha
Usse aaya mujhpe kyun pyaar gazab ka?
Dikhaya mujhe poora paper phir, sir bola
Viva mein tujhko bithata hoon
Jitna rata hai woh bahar mein laata hoon
Tujhko jo yaad nahi hoga unhi sawalo se teri lagata hoon
Entrence exam se lakhon ki naukri
Kehke fansaya, main kabhi nahi bhoolega
Maa ki kasam, khuda nikla woh ranker
Main sachha last bencher, tujh jaiso ki kholega
Ek shabd bhi nahi bolega
Ye larka kuch bhi nahi bolega
Aur phir bhi tu roo lega
Thoda bhi nahi aab poora hi dholega
Thande mein bhi khud ko jagana pada
Freshers party thi, jaana pada
Head & Shoulders lagake, dandruff bhagake
Crush pe impression jamana pada
Padhne mein slow the…, Aye!
Baithe peeche ke row mein…, Aye!
Maine chits banaya tha.., Aye!
Majboor sa hoke
Padhne mein slow tha, Ratta na hota
Slow hi na hota toh load hi na hota
Maa baap ne meri teution lagwayi hai
Kya fyada problem, school nahi padhai hai
Last bench se uthakar na aage buka
Aisa karega toh dega rula
Pahle hi roya hoon, Raat ko na soya hoon
Karma se dar yu na mujho sata
Chita bana, Chita bana
Mia Khalida band kar zara chits bana
Susti ki baat hi nahi thi
Maine bola porn band kar, tu tab sada
Aaj ka sach yahi hai
Ki haal filhaal topers ki ijjat badhi hai
(Badhi hai)
Tu 1st rank aa raha hai chhote
Rinky aur pinky toh mujhse pati hai
Sach, sanki hai meri meri meri gang
Tabhi toh r ki jali jali jali gand
Parents ko bulwaya, baja di meri band
Bhari hai talent, bhari hai mera plan
Samajh mein aaya kya ?
(Samajh mein aaya kya ?)
Magaj mein aaya kya ?
(Magaj mein aaya kya ?)
Yaad mein aaya kya ?
Yaad mein,
Tu mujhko jhaadne aaya kya ?
Hilaane se bante bachhe kya ?
Chillane se bante sachhe kya ?
Gussa dikha kar bachho ko dara rahi hai
Unka darr samjhe ya jaane kya ?
Notes mangta rahega woh phir bhi nahi degi
Iss baar exam teri keh ke hi legi
Baton ka matlab badal ke batane se
Socha ki answer sheet jaldi bharegi
College se sidha sab tution pe, ha
Ratt lete jaise woh tote hai
Sikha maine jab kitabo ko khola ki
Taare zameen par hote hai
Zameen par hote hai
Taare zameen par hote hai
Samajh mein aagaya, chhote
Mujhko samajh mein aagaya
Aye
Chal kuch baat aur
Dhayan se sunna
Tu mujhme hansa kyunki percentage meri kam hai
Abe pubg mein garake dikha, aagar bub hai tere dum mein
Success ke piche nahi, excellence ke piche bhago
Yeh kahta main nahi, kahte hai Aamir Shab
Kidss..
Sachai hai yeh taana nahi…, Dissss..
Samajh mein aaya kya ?
Track Info*
Song Name – THE STUDENT ANTHEM
Artist – Shaikhspeare & Ashish Chanchlani
Music – Raftaar, Instine
Lyrics – Kunal Chhabhria & Anmol Sachar
Release Date – 13 Feb, 2019