Tum Kahaan The Lyrics
Ek haseena thi, ek deewana tha
Kya kahoon tumse kya jamana tha
Har jagaah to ye afsaana tha
Ek haseena thi, ek deewana tha
Jab toota tha, tum se rootha tha
Tum kahaan the, kahaan the, kahaan the?
Tum kahaan the, kahaan the, kahaaaan?
Tum kahaan the, kahaan the, kahaan the?
Tum kahaan the, kahaan the, kahaaaan?
Aansoo peete the, tanhaa phirte the
Tum kahaan the, kahaan the, kahaan the?
Tum kahaan the, kahaan the, kahaaaan?
Tum kahaan the, kahaan the, kahaan the?
Tum kahaan the, kahaan the, kahaaaan?
Khamosh ho gaya tha mera ye jahaan
Us waqt hamsafar the jaane tum kahaan?
Kaise bayaan karoon apni mazbooriya
Ek lamha mein huye milon ki dooriyan
Jab tumko dena mera saath tha
Tum kahaan the, kahaan the, kahaan the?
Tum kahaan the, kahaan the, kahaaaan?
Tum kahaan the, kahaan the, kahaan the?
Tum kahaan the, kahaan the, kahaaaan?
Duniya ki bheed mein, main tanha reh gaya
Kyun khwaab aankhon ka, ashqon mein beh gaya
Kyun chup hai ye jameen, kyun chup hai aasmaan?
Hum paas reh ke bhi, hum paas hain kahaan?
Jab jee karta tha tumse milne ko
Tum kahaan the, tum kahaan the?
Tum kahaan the, tum kahaan the?
Tum kahaan the, kahaan the, kahaan the?
Tum kahaan the, kahaan the, kahaaaan?
Tum kahaan the, kahaan the, kahaan the?
Tum kahaan the, kahaan the, kahaaaan?
Tum kahaan the, tum kahaan the?
Tum kahaan the, tum kahaan the?
Track Info
- Song Name – Tum Kahaan The
- Singer – Palak Muchhal, Yasser Desai
- Lyrics – Nadeem Saifi
- Music – Nadeem Saifi
- Movie – Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha
- Song Label – Shree Krishna International
- Release Date – 3 Jun, 2017
