Agar saath nahi tha rahna
Aye khuda kyun milaaya
Agar juda hi tha tera maqsad
Tune hame kyun phir tadpaaya
Uske bina, din mera
Bhi na kaate
Uske bina, raat mera
Jaise raat na lage
Ki neend bhi na aaye
Agar yahi tha tujhe aye dikhana
Aye khuda kyun milaaya
Agar rulana tha tera maqsad
Tune hame kyun phir hansaya
Uske bina, din mera
Bhi na kaate
Uske bina, raat mera
Jaise raat na lage
Ki neend bhi na aaye
Uske bina, din mera
Bhi na kaate
Uske bina, raat mera
Jaise raat na lage
Na jaane kyun yeh
Neend bhi na aati nahi,
Aati nahi
Aati nahi
Track Info*
Song Name – Uske Bina
Singer – Shivam Mahadevan
Lyrics – Manav Poddar
Music – Manav Poddar & Kiran Kamath
Song Label – Zee Music Company
Release Date – 11 Feb, 2019