Itna batana, ye sach hai kya
(Ye sach hai kya)
Teri zindgi mein koi aur aagaya
Itna batana, aisa tha kya?
Jo main na kar paaya usne kar diya
(Usne kar diya)
Ho ab main dhundh raha hoon tujhko galiyon mein
Meri jaan tere bina main adhoora
Tu meri aur main tera jab ye kaha tha
Aab bhi ja tere bina na jee sakunga
Yaad karke ab bas rooun tujhe
Yaad karke ab bas rooun tujhe
Oh yaadein teri saari raat sone na de
Yaad karke ab bas rooun tujhe
Yaad karke ab bas rooun tujhe
Oh sanam maine khaayi thi Kasham
Tujhe dunga itna pyaar hardum tujhe
Ab jo koi aur de raha
Mujhe pata hai tujhe kam lagta hoon main
Par aab bhi tere dil mein basha hoon main
Sun le apni dil ki jara
Ho ab main dhundh raha hoon tujhko galiyon mein
Meri jaan tere bina main adhoora
Tu meri aur main tera jab ye kaha tha
Aab bhi ja tere bina na jee sakunga
Yaad karke ab bas rooun tujhe
Yaad karke ab bas rooun tujhe
Oh yaadein teri saari raat sone na de
Yaad karke ab bas rooun tujhe
Itna batana, ye sach hai kya
Teri zindgi mein koi aur aagaya
Itna batana, aisa tha kya?
Jo main na kar paaya usne kar diya
Yaad karke ab bas rooun tujhe
Yaad karke ab bas rooun tujhe
Oh yaadein teri saari raat sone na de
Yaad karke ab bas rooun tujhe
Yaad karke ab bas rooun tujhe
Track Info*
Song Name – Yaad Karke
Singer – Gajendra Verma
Lyrics – Gajendra Verma
Music – Gajendra Verma
Song label – Virtual Planet Music
Release Date – 18 July, 2019