Yaariyaan (Reprise) Lyrics
Alvida yaara alvida
Ho rahein tum se hum juda
Le chale saare gum tere
Khush rahe yaaran tu sada
Tumse bhi jyada hongi
Aab yadein pyaariyaan
Humdono ki hai aapni,
Aapni lachariyan
Aab hanste hanste tumpe
Le khushiyan waariyaan
Woh ho ho..
Marz bhi hai deti
Chain bhi hai deti
Dard bhi hai deti
Jaan bhi hai leti yaariyaan
Na chhode yaariyaan
Na chhode yaariyaan
Na chhode yaariyaan
Aab jeene ko jaane ko
Na koi raasta
Tanhaiyo se hoga aab dil ka vaasta
Hum khu hi khud ko aabto
Kardenge laapata
Woh ho ho..
Maan le tu aise
Hai zara bhole se
Jaante hai waise
Hai nibhani kaise yaariyaan
Na chhode yaariyaan
Na chhode yaariyaan
Yaariyaan…, Yaariyaaan
Yaari…., Yaari-yaari har koi karda ve..
Yaari-yaari har koi.., har koi
Kardaa ve.., karda ve..
Yaaro de bas jo pai jaave
Wo pagla jhalla hai..
Tumse bhi jyada hongi
Aab yadein pyaariyaan
Humdono ki hai aapni,
Aapni lachariyan
Aab hanste hanste tumpe
Le khushiyan waariyaan
Woh ho ho..
Marz bhi hai deti
Chain bhi hai deti
Dard bhi hai deti
Jaan bhi hai leti yaariyaan
Na chhode yaariyaan
Na chhode yaariyaan
Yaariyaan..
Yaariyaan..
Track Info
- Song Name – Yaariyaan (Reprise)
- Singer – Arijit Singh, Mohan Kanan & Shilpa Rao
- Lyrics – Imtiaz Ali & Sajid Ali
- Music – Pritam
- Movie – Agent Vinod (2012)
- Stars – Saif Ali Khan, Kareena Kapoor
- Song Label – Eros Now
- Release Date – 27 Nov, 2012
