Jaan ‘Nisaar

Released on:

Views:

- Advertisement -

Na maregi deewangi meri
Na maregi aawargi meri
Ki maregi jyada mujhe
Maut se, naraazgi teri

Kyun itna hua hai khafa
Hai zidd kis baat ki teri

Hai maregi jyada mujhe
Maut se, naraazgi teri

- Advertisement -

Jaan Nisaar hai
Jaan Nisaar hai
Tere pyar pe mere yaar
Jaan Nisaar hai
Hmm..

Duniya jamaane se
Riste mitaaye hai
Tujhse hai yaari hai
Hamari ek baar to aa

Maine nibhaya hai
Karke dikhaya hai
le teri baari ekvari
Tu bhi pyar nibha

Tu bhi pyar nibha o yaara

Teri berukhi se hai badi
Umar intezaaar ki meri
Ki maregi jyada mujhe
Maut se, naraazgi teri

- Advertisement -

Kyun itna hua hai khafa
Hai zidd kis baat ki teri
Ki maregi jyada mujhe
Maut se, naraazgi teri

Jaan Nisaar hai
Jaan Nisaar hai
Tere pyar pe mere yaar
Jaan Nisaar hai
Hmm..

 

Track Info*

Song Name – Jaan ‘Nisaar
Singer – Arijit Singh
Lyrics – Amitabh Bhattacharya
Music – Amit Trivedi
Movie – Kedarnath
Song Label – Zee music Company
Release Date – 27 Nov, 2018

- Advertisement -

You might also like

Advertising

Recent released

Advertising