Suru se saari main baatein bata doon toh
Guru main banunga sabka
Gaane mere saare lagte luka-chipi
Sidha main maarta dhappa
Kayde se ban chuka Bahubali
Aur flow hai ye mera Katappa
Aisa hi hoon main alag sa hoon
Larka jo khud se hi roz jhagadta
Rahta hoon magan meri duniya mein gum
Meri batein hai nirali na samajh pao tum
Meri zindigi azeeb hai, alag hai meri dhun
Tabhi kutte khade aage ye hilate hue dum
Mujhe yaad hai main kitna bada bhookha tha kaamyabi ka
Zindigi se lad lad ke bana main baaghi tha
Rota rota geet aapne likhne ka aadi tha
Par khud mein badlaav laaya
Bana main tufaani sa
Aab rukta nahi main
Gardan bahoot par ye dukhta nahi hai
Kai mujhe chhod gaye but i don’t give a f*
Jhukaana chahte sab par jhukta nahi main,
Kyuni, Jhukna mere usulo ke khilaaf
Gareebi, logo ne khud mujhe kiya hai barbaad
Garebi dekhi hai maine aur dekha jhootha pyar
Fareebi saare ke saare na koi mera yaar yahan
Pyar na milato koi gum nahi
Sach kahoon to inme hai jara bhi dum nahi
Jabse aaya main scene main inki saanse tham gayi
Sabko pata hai ki Qaatil hai kisi se kam nahi
Suru se saari main baatein bata doon toh
Guru main banunga sabka
Gaane mere saare lagte luka chipi
Sidha main maarta dhappa
Kayde se banchuka Bahubali
Aur flow hai ye mera Katappa
Aisa hi hoon main alag sa hoon
Larka jo khud se hi roz jhagadta
Ye beat bani meri heartbeat
Mere liye kala badi hai na badi haar-jeet
Main to lada bhi hoon sadko pe
Padi maarpeet par dara nahi bhale maine sahi jyazti ae
Kamjori meri ek hi hai ki teri bandi ghoor ghoor ke dekhti hai
Sach kahun to rooh aapni maine bech di hai
Teri kala hai feeki teri bejti hai
Aapmaan janak batein saare inki
Kalank hai ye kala pe
Aur jaali inka dil bhi
Besharam saare karte na karam
Todun saare bharam
Nakli baatein mujhse na jhelti
Prachand mera flow
Zindagi sunaane mein lagenge ghante 2
Bahar se chamkeele dekho karte hai glow
Jhuk jhuk karne se pahle mere juto mein chalo
Notepad mera faadne ki kosish wo karte the
Par saale faad na paaye
Aab dekhte hai jalte hai
Saale Qaaatil baitha-baitha aapni sarkaar chalaye
Nikaal di wo dil se maine bhi
Yaad aati hai mujhko uski aadayein
Par sach mein farak nahi padta
Meri bala se mare sade bhaad mein jaaye
Muskuraata hun kam kyyunki
Zindigi ne diye mujhe ghahre ye jakham
Mere liye hiphop se jyada bada na dharam
Aur kala ka kamaal mera saare ye karaam
Aapne anusaar karun jo bhi karun marzi ka malik ka hoon
Dimaag se main aaage badhun
Tere jaiso ko main bhaw nahi deta par
Jab man kare khushi khushi baitha baitha jaan harun
Kyunki mera alag hai swabhaw
Taare nahi todun main todunga sidha chand
Saare karna chahte pareshan
Par ye jaante na aag mein ghee ka kaam kare ye jubaan
Jubaan meri laayegi tufaan
Ladta phirta gawa baithunga main jaan
Chadhta chadhta paar karun aasmaan
Jannat bhi karwan doon main aapna gungaan
Kaan ko kholo tum saane jo bante insaaro ka todun
Aansuon ki barshaat mein funk ke naachta jaise main More hoon
Itni mushkil se jo kala mili hai haan kaise main aise yun chhod doon
Lyrics na likhta main aag ka dariya ye jaise main prithvi ka Koyel hoon
Flow mera lagta ye jaise katappa
Aisaho larka main khud se jhagadta
Qaatil naam hai
Track Info*
Song Name – Katappa
Artist – Qaatil
Song label – Rakhtvani
Release Date – 8 dec, 2018