Khuda Na Khasta

Released on:

Views:

- Advertisement -

Tukdo ki ye tasveer hai
Tukdo mein bhi haseen tahreer hai
Kahne ko yun kah lijiye
Tevar bhari jevar numa ye janjeer hai

Ye zindagi jua hai
Kisko yakeen hua hai
Baaziyan namunasib kahin pad jaaye na
Ek tarfa safar ke
Labb pe yahi duaa hai
Kahin na ganwara mode koi mudd jaaye na

Khuda ba khasta
Khuda ba khasta
Khudaya khair kar
Khuda ba khasta

- Advertisement -

Ek haath mein saugaat hai
Aur dushre mein ranjishe hai jazbaat hai
Na jaane kyun iske liye
Kohraam mein kuch itminaan si baat hai

Ye zindagi dhuan hai
Kisne ise chua hai
Titliyon ki tarah sauk hai udd jaaye na
Ek tarfa safar ke
Labb pe yahi duaa hai
Kahin na ganwara mode koi mudd jaaye na

Khuda ba khasta
Khuda ba khasta
Khudaya khair kar
Khuda ba khasta

O..Jeene ko jo aashiyaana biyaaban hai
O..Palta use aashiyaane mein toofan hai

Saaiyaan..Saaiyaan..
Pa Ni Sa Re Sa Re Pa Ga..

- Advertisement -

Itni silwate maazi mein padin
Jeene ki wajah unse thi badi
O, Jaaya waqt kyun sikwo mein karein
Adhoori hazratein darr pe hai khadi

O, ye zindagi nasha hai
Taqleef mein maza hai
Iski fitrat mein hi jung hai chidd jaaye na
Ek tarfa safar ke
Labb pe yahi duaa hai
Kahin na ganwara mode koi mudd jaaye na

Khuda ba khasta
Khuda ba khasta
Khudaya khair kar
Khuda ba khasta

Khuda ba khasta
Khuda ba khasta
Khudaya khair kar
Khuda ba khasta

 

Track Info*

Song Name – Khuda Na Khasta
Singer – Arijit Singh
Lyrics – Amitabh Bhattacharya
Music – Shankar Ehsaan Loy
Movie – One By Two
Song Label – Viacom 18 Media Private Limited
Release Date – 23 Jan, 2014

- Advertisement -

You might also like

Advertising

Recent released

Advertising